Gallery vault app ko calculator me hide kaise kare

Gallery vault app ko calculator me hide kaise kare

Hello friends aj is post me gallery vault app ko calculator me hide kaise karte hai iske bare me bata raha hu.

Gallery vault app ko calculator me hide kaise kare

Gallery vault app ke bare me to ap sabhi jante honge yadi nahi jante to don't worry me bata deta hu gallery vault app ka use ham apne mobile ke videos or photos ko hide karne ke liye karte hai, ya fir simple rup me kaha jaye to gallery vault app me ham apne personal videos or image ko hide kar sakte hai.


Gallery vault app use kaise kare iske liye mene "photos or vidoes ko hide kaise kare" iske liye post pehle hi likh chuka hu ap is link par click Karke post read kar sakte hai or apne personal videos or photos ko hide kar sakte hai.

Gallery vault ka use karke ham apne videos or photos ko hide to kar dete hai par aj kal sabhi logo ko iske bare me pata chal gaya hai is liye hamare karibi dost hamse password le lete hai or apne personal data ko dekh sakte hai par me yadi apko kahu ki ap gallery vault app ko hide kar sakte.

      Mobile personal dictionary use kaise kare

Mene yaha par gallery vault app ko hide karne ki bat kiya hu ab apke man me aaya hoga ki kya sach me yesa ho sakta hai, yadi ho gaya to bohot achha ho jayega, to me apko kehna chahunga  ji ha friends ham gallery vault app ko hide kar sakte hai or gallery vault app ke icon ko calculator ka icon bana sakte hai.

Aksar sabhi log kisi bhi app ko uske name or icon se pehchante hai par yadi ham uska icon or name hi change kar de to use koi pehchan bhi nahi payenge kyonki gallery vault app me hame yesi facility provide karta hai jisse ham app icon or name ko change kar sakte hai or calculator icon or Gcalculator bane me replace kar sakte hai.

Jab ham gallery vault app ko calculator icon or gcalculator name me hide kar dete hai to jab bhi koi calculator icon ya gcalculator name par click karte hai to hamari screen me calculator hi open hota hai to is liye jada koi us screen me sak nahi karte hai calculator se gallery vault app open kese karte hai iske bare me me apko aage bataunga usse pehle gallery vault app ko calculator ke hide karna sikh lete hai to friends let's start.

Gallery vault app ko calculator me hide kaise kare -

Gallery vault app calculator me hide karne ke liye aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi gallery vault app ko calculator me hide jarur kar payenge.

1. Sabse pehle ap apne mobile me apps menu open kare.

2. Ab ap yaha par Gallery vault app open kare.

3. Gallery vault app open ho jane ke bad ap ap upar user (👤) icon par click kare.

Gallery vault app ko hide kaise kare

4. Ab ap yaha par Icon Disguise par click kare.

Gallery vault app ko calculator me hide kaise kare

5. Ab ap yaha par Icon Disguise ko enable (on) kare.

Gallery vault app hide kaise kare

6. Ap yaha par ek chhoti pop-up window par TRY par click kare.

calculator me apps hide kaise kare

7. Ab yaha par long press to calculator logo to open gallery vault app dikhai dega ap GOT IT par click kare.

      Keyboard color change kaise kare

8. Ab apko yaha par calculator dikhai dega or uske upar calculator icon (logo) dikhai dega ap calculator icon par 5-10 second tak press karke rakhe.

calculator me app hide kaise kare

9. Ab apko apko yaha par Tried Successfully ka message show hoga ap ENABLE NOW par click kare.

Gallery vault app ko calculator me hide kaise kare

10. Ab ap apps menu par bapas jaye ya or dekhe apko gallery vault app ki jagah par gcalculator dikhai dega.

11. Ab gallery vault app successfully gcalculator me hide ho gaya hai.


12. Ab jab bhi koi gcalculator me click karenge to screen me calculator open ho jayega.

Is type se ham apne mobile ke gallery vault app ko gcalculator me hide kar sakte hai or apne parsonal deta ko apne karibi dosto se bhi chhipa sakte hai.

Calculator se gallery vault app open kaise kare -

Calculator se gallery vault app open karne ke liye aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi calculator se gallery vault app jarur open kar payenge.

1. Sabse pehle ap apne mobile ke apps menu par jaye.

     Mobile screen lock kaise tode

2. Ab ap yaha par GCalculator ko open kare.

Gallery vault app ko calculator me hide kaise kare

3. Ab apke screen par calculator open ho jayega.

4. Ap yaha par calculator ke upar calculator ke icon (logo) ko kuchh der tak press kar ke rakhe.

Gallery vault app ko calculator me hide kaise kare

5. Ab gallery vault app launch ho jayega.

6. Ab ap yaha par gallery vault app ka password dale or apka gallery vault app open ho jayega.


7. Ab apka gallery vault app successfully open ho gaya gai.

Is type se ham apne gallery vault app ko calculator banane ke bad calculator se gallery vault app ko open kar sakte gai ummid hai apko post pasand aayi hogi yadi post achhi lagi to social media whatsapp, facebook, twitter me share jarur karna.

       Mobile number blacklist me add kaise kare

Friends kaisi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye...

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock