Blogger blog se backlink kaise banaye, Comment your link blogger blog

Blogger blog se backlink kaise banaye, Comment your link blogger blog

Hello friends aj is post me blogger blog se backlink kaise banate hai iske bare me bata raha hu.


Backlink kya hai iske bare me to ap sabhi jante hi honge yadi nahi jante hai to don't worry iske liye mene pehle hi ''backlink kya hai or iske benefit kya hai'' iske liye post likh chuka hu is post ko read karke ap backlink ke bare me jan sakte hai.


Sabhi blog or wesite ke backlink bohot important hota hai ye jitna high quality ka hoga hamare blog ko utna hi jada benefit hoga, sabhi bloggers or website owners backlink banane ke liye bohot jada mehnat karte hai taki jald se jald blog rank ho jaye.

Backlink create karne ke bohot sare tarike hai jisse ki ham apne blog ke liye link build kar sakte hai or aj me is post me blogger blog me comment kar ke backlink kaise banate hai iske bare me bata raha hu.

       Blogger blog ki loading speed increase kaise kare

Jesa ki ap sabhi jante hi hai ki ham blogger blog me link comments nahi kar sakte hai kyonki blogger me link or name add karne ka koi option nahi hota hai bahi bat kare wordpress ki to isme name or link add karne ka option hota hai par yadi hame blogger blog se backlink banana ho ya kisi blogger blog me apni link comment karna ho to kaise kare to ham sochte hai yesa nahi kiya ja sakta par me apko bolna chahunga ham yesa bilkul kar sakte hai.

Sabhi blogger blog me name or link comments karne ka option hota hai par ye option hide hota hai is liye is option me dhyan nahi diya jata par ham chahe to kisi bhi blogger blog ke name or link add karne ke option ko enable kar sakte ha or name or website link comments kar sakte hai to chaliye dosto jan lete hai blogger blog me link or name kaise comments kar sakte hai.

Blogger blog se backlink kaise banaye -

Kisi bhi blogger blog me apni website link comment karne ke liye aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi apne blog ka link comment jarur kar payenge.

1. Sabse pehle apko us blog ko open karna hai jo blogger me hai example www.reehinditrick.in

       Black hat seo kya hai balck hat seo ke fayde or nuksan

2. Blogger me bana hua blog open karne ke bad apko koi bhi ek post open karni hogi.

3. Post open karne ke bad ap post ko read kare or uske bad comments section par jaye.


4. Ab apko yaha par blogger blog ka comment box dikhai dega.

5. Ab apko comment box ke niche apka google account name show hoga ap apne name par click kare.


6. Ap yaha par apko kuchh option dikhai denge ap name/url par click kare.


7. Ab apko yaha par name or link add karne ka option dikhai dega.

8. Ab ap name ke niche bale box me jo bhi name add karna chahte hai type kare or url ke niche bale box me blog url type kare.

9. Name or url type karne ke bad ab ap continue par click kare.


10. Ab ap comment box me jo bhi comment likhna chahte hai comment likh dijiye.


11. Comment box me comment type karne ke bad ab ap publish par click kare.


12. Apki comment publish hone ke bad kuchh is tarah ki dikhai degi.


13. Ab jab bhi koi apki comment name par click karenge to apka blog open ho jayega.


14. Ab apka blog link successfully blogger blog me comment ho gaya hai.

15. Isi type se ap other blogger blog me bhi apne blog ki link comment kar sakte hai.

        Blogging shuru karne se pehle ye 5 baate zaroor jaan le

Is type se ham kisi bhi blogger blog me apni blog ki link comment kar sakte hai or kisi bhi blogger blog me apni link add kar sakte hai isse apki site ko jarur benefit hoga dosto post achhi lagi to whatsapp, facebook and other social media me share jarur kare.

Friends kaisi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye...

Comments

  1. achhi trick hai bhai first tumhare blog me hee kr diya appruvap kr lo

    ReplyDelete
  2. blogspot blog par comment backlink banane ki jankari bhut achi hai thanks

    ReplyDelete
  3. thanks yaar .. ispar to kabhi dhyan hi nahi gaya

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock