gallery vault app top 3 features secure your personal data

gallery vault app top 3 features secure your personal data

Hello friends aj is post me gallery vault app ke top 3 features ke bare me bata raha hu.

gallery vault app top 3 features

Friends gallery vault app ke bare me to ap jante hi honge gallery vault app ki madad se ham apne data jese personal video or photo ko hide kar sakte hai jisse ki hide kiye gaye images or videos gallery or file manager me show nahi hoti hai.


Gallery vault app me 3 yese feature hai jo users ke liye bohot jada use full hai unki madad se hide kiye gaye data ko or bhi jada secure bana sakte hai isliye ye features bohot important hai.

Gallery vault app ke best 3 feature -

Gallery vault app me bese to bohot sare feature hai par aj me 3 feature ke bare me bata raha hu jinke use se ham apne data ko or jada secure kar sakte hai.

1. Hide icon -
Gallery vault app ka hide icon feature bohot hi achha feature hai iski madad se ham apps menu se gallery vault app ke icon ko hide kar sakte hai, jab kisi ko app dikhega hi nahi to app open kaise karenge is liye ye feature bohot achha hai.

Gallery vault app icon ko hide kaise karte hai iske liye mene pehle hi ek post likh chuka hu us post ko read karke ap apne gallery vault app icon ko hide kar sakte hai.

               Gallary vault app hide kaise kare

2. Icon disguise -
Icon disguise feature ki madad se ham gallery valut app ko calculator me hide kar sakte hai ye bhi ek bohot achha feature hai, is feature ka use karne ke bad gallery vault app calculator me hide ho jata hai or gallery vault app, apps menu se hide ho jata hai.


Gallery vault app ko calculator me hide kaise karte hai iske bare me maine dusri post me full details me bataya hu us post ko read karke ap gallery vault app ko calculator me hide jarur kar payenge.

          Gallery vault app ko calculator me hide kaise kare

3. Fake password -
Fake password is feature ki madad se ham gallery vault app ka ek fake password or ek fake screen create kar sakte hai jisse jab bhi koi hamse gallery vault app ka password magenge to ham fake password de sakte hai usko add karne ke bad ek fake screen open ho jati hai jisme kuchh bhi data nahi hota hai.

Gallery vault app me fake password set kaise karte hai iske liye mene pehle hi ek post likh chuka hu us post ki madad se ap is feature ko jarur use kar payenge.

    Gallery vault app me fake password create kaise kare

Friends ye to the gallery vault app ke 3 features jinka use karke ham apne data ko or bhi jada secure kar sakte hai dosto post achhi lagi to please whatsapp, facebook me share jarur karna


Friends kaisi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock