Play video in every screen on android mobile in hindi

Play video in every screen on android mobile in hindi

Hello friends aj is post me android mobile me kisi bhi screen me video kaise chalate hai iske bare me bata raha hu.

Play video in every screen on android mobile in hindi

Friends video dekhna to sabhi ko pasand hota hai or kuchh video long bhi hote hai or kuchh short bhi hote hai or yadi ham baat kare short video ki to ham short videos ko aasani se video player me dekh sakte hai,
Or ab yadi bat kare long video ki to long video ko bhi ham video player me to dekh sakte hai par long video ko pura dekhne me bahut time lagta hai or yadi hame koi kam aajaye to video ko band karke bahar aana padta hai.


Par yadi ham chahe to apne android mobile long videos dekhte dekhte thoda bahut kam bhi kar sakte hai jese ki msg karna or bahut sare or vo bhi bahut hi aasani se dekh sakte hai.

Android mobile me jab hai mp3 (audio) song sunte hai to song sunne ke sath sath other kam bhi aasani se kar sakte hai kyunkoi jab ham back button press karte hai to ham music player se bahar nikal jate hai or music bhi play hote rehta hai uske bad ham aasani se or bhi kam kar pate hai.

        gallery vault app top 3 features secure your personal data

Android mobile me jis tarah se mp3 song sunte sunte other kam karte rehte hai usi type se ham video bhi dekhte dekhte other kam bhi kar sakte hai vlc player me ek yesa bhi option hota hai jiske use karne se ham yadi viideo dekhte dekhte bhi back button press karte hai to ham ack to ho jate hai par ek chhoti si window me video chalta rehta hai or ham baki ke kam bhi aasani se kar sakte hai.

Android mobile me video ko minimize or maximize karna kitna jaruri hai ap samjh hi gaye honge to chaliye dosto start karte hai or kisi bhi screen me video ko play karte hai.

Kisi bhi screen par video kaise chalaye -

Mobile me video dekhne ke sath sath other work karne ke liye aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi kisi bhi screen me video jarur dekkh paayenge to chaliye dosto suru karte hai, lets start.

1. Sabse pehle ap apne mobile me play store open kare.

       Gallery vault app me fake screen or password kaise banaye

2. Ab ap play store search bar me click kare or vlc type kare or search kare.


3. Ab ap vlc player ko apne mobile me download or install kare.


4. Vlc player install ho jane ke bad ab ap vlc player ko open kare.

5. Ab ap vlc player me koi bhi video ko play kare.


6. Video play karne ke bad ab ap screen par kahi bhi click kare.

7. Ab apko yaha par kuchh option dikhai denge ap 3 dot (menu) bale option par click kare.


8. Menu par click karne ke bad apko kuchh icon dikhai denge ab ap video minimize or maximize icon par click kare.


9. Ab ap video screen se bahar ajayenge or apko yaha par song list show hogi or yahi par ek chhoti si screen par video play hote huye dikhai dega.

10. Ab ap apne mobile ki back button press kar sakte hai ap usse back ajayenge par fir bhi video chalta rahega.


12. Ab ap video dekhte dekhte other work bhi kar sakte hai.

13. Ab ap video screen me 2 fingers swipe karke video screen ko chhota or bada kar sakte hai

        Kisi Bhi LED TV ko Smart TV Kaise Banaye

14. Video screen ko cut karne ke liye ab ap video screen par click kare yaha apko cut icon dikhai dega ap cut icon par click karke video screen ko cut kar sakte hai.


15. Ab ap isi type se other videos ko bhi minimize or maximize kar sakte hai.


Is type se ham apne android mobile me kisi bhi video ko minimize or maximize kar sakte hai or video dekhne ke sath sath other work bhi kar sakte hai friends post achi lagi to share jarur karna.

         Mobile app me fake crash dialog box set kaise kare

Friends kaisi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock