Free Me Mobile Game Kaise Banaye

Mobile Game Kaise Banaye

Hello friends aj is post me free me "Android game kese banate hai" iske bare me bata raha hu.


Ap sabhi jante hai ki game development karna bohot hard kam hota h kisi bhi game ko banane me developer ko bohot time bhi lagta hau or iske liye game development ka course karna hota hai or game ki coding bhi bohot hard hoti h or bina coding ke game nahi banaya ja sakta.


par don't worry aj ham jis trick ke bare me bat kar rahe h us trick se ham bina coding ke game bana sakte hai par ham jo game banayenge usme pehle se hi coding hoti h sirf hame kuchh steps follow karna hota h or ham game banake dawnload bhi kr sakte hai.

      Voice typing kese kare

Jo game ham banayenge ham chahe to usko play store me bhi published kar sakte hai or jab hamara game jada log download kar le to ham game me ads laga kar pese bhi kama sakte hai to chaliye dosto start karte hai.

Android Mobile Game kaise Banaye -

Free Android game banane ke liye apko niche bataye gaye sabhi steps ko thik se follow karna hoga to chaliye dosto start karte hai.

      Mobile personal dictionary kese use kare

1. Google par jaye or appsgeyser search kare.

2. Ab appsgeyser menu me jaye or gamemaker choose kare.




3. Yaha par all par click kare or game type select kare apko jis type ka game banana hai ap type select kare jese mene shooting select kiya hu.


4. Ab player choose kare position choose kare, background choose kare.


5. Ab niche se add level par click kare or game ke level ko badha sakte hai or next par click kare.


6. Yaha par game ka name dale fir description me game ke bare me dale jese ki kis type ka game hai kisne banaya h ye sab discretion me dale or yaha icon bhi dal sakte h jo apko pasand h next par click kare.


7. Ab yaha par account registration kare.

8. Ab yaha dawnload par click kare or apna game dawnload kar lijiye.


Is prakar se ham bina coding kiye aasan se steps ko follow kar ke Android game bana sakte h or game ko use bhi kar sakte hai.


Friends ye tricks mene sirf knowledge ke liye likha hu is trick se ap professional app nahi bana sakte hai kyonki professional game banane ke liye bohot mehnat karne ki jarurat hoti hai.

       Android mobile se delete hua data kese laye hindi

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye.....

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock