Posts

Showing posts from May, 2017

Google map address me icon add kese kare

Image
Google map address me icon add kese kare  Hello friends aj is post me google map me address icon change karna bata raha hu Jab ham google map me apna address add karte h or hamare address ko koi search karta h to khali (empty) dikhai deta h matlav apne address me koi bhi icon show nahi hota jo na ki hame pasand ata h or na hi kisi or ko       Facebook group me post pin kese kare Yadi hamara address Google map me add h or hamara address approve ho gaya h to ham apne google map me address me icon add kar sakte h or ek achha look de dakte h jo sabhi ko pasand aata h to chaliye friends start karte h or apne Google map address me apna address icon set karte h Google map address me icon set kese kare - 1. Sabse pehle apne mobile me google map open kare       Appsgeyser app stats check kese kare 2. Ab menu par click kare 3. Menu me click karne ke bad your place par click kare 4. Ab apko yaha par apka address dikhai dega or usi ke aage 3 dot (.) Dikhai degi (m

Facebook group me post pin kese kare

Image
Facebook group me post pin kese kare  Hello dosto aj is post me facebook group me post ko pin kese karte h iske bare me bata raha hu. Jab ap facebook ke kuchh groups me jate hoge to apne bohot se group me pin post dekha hoga uski prakar ham bhi apne group me pin post kar sakte h Kuchh logo ne mujhse puchha tha kya kya ham mobile se group me pin post set kar sakte h to me batana chagunga ki ha ham mobile se bhj group me pin post set kar sakte h to sabse pehle pin post ke bare me thoda sa jan lete h        Facebook pending post check kese kare Facebook group me pin post kya hoti h - Jis post ko ham pin karte h vo post group me sabhi post ke upar hoti h and jab koi hamare group me jate h to sabse pehle pin post show hoti h view pin post is type se or jab tak ham us post ko unpin na karte tab tak sabse upar hi rehte h Group admin pin post ka jada use group ruls or group kisne banaya or group ke bare me thodi information dene ke liye karte h jo group me new hote h pin pos

Appsgeyser app stats check kese kare

Image
Appsgeyser app stats check kese kare Hello dosto aj is post me appsgryser app ki stats check katna bata raha hu Apne play store me dabhi apps me dekhe hogi sabhi app me kitne logo ne download kiye ye aasani se dekh sakte h or isse pata chal jata h ki ye app kitne logo ne download kiye or app kitna popular h uske bar me aasani se jan sakte h Par yadi hamne app appsgeyser se banaya h or apne app ko play store me add nahi kiye to ham app ke stats nahi jan pate h jab tak app ko play store me submite na kat de Par friends apko bata deta hu ki appsgeyser website me kuchh din pehle new update kiye h jisse ham apne app ka stats check kar sakte h       Web page download kese kare App stats kya hota h ye to ap sabhi jante hi hoge yadi nahi jante to me yaha par apko bata deta hu app stats  se ham apne app ke bare me information lete h jese kitne logo ne hamara app download kiye or kitne mobile me hamara app install h in sabhi ki jankari hame app ki stats me mil jati h to ayiye

YouTube channel layout customize kese kare

Image
YouTube channel layout customize kese kare Hello friends aj is post me YouTube channel ka layout customize kese karte h iske bare me share kar raha hu Jab ham new youtube channel create karte h or jab ham apna YouTube channel open karte h tab YouTube channel simple sa hi dikhai deta h usme kuchnh jada option show nahi hote par yadi ham chahe to youtube channel layout ko customize kar sakte h or ek professional look la sakte h Youtube channel customize karne ke bad ham apne channel me trailer video bhi upload kar sakte h or channel ke first page me kuchh popular channel la sakte h ya videos la sakte h simple kaha jaye to YouTube channel customize setting on karne ke bad hamare channel me kuchh extra features show hone lagte h or unko aasani se use kar sakte h.        YouTube channel trailer video set kese kare YouTube channel layout customize kese kare - YouTube channel customizing YouTube ki ek setting h jisko on karne ke bad ham pehle se jada option ka use kar sakte

Blog me link+image add kese kare

Image
Blog me link+image add kese kare  Hello friends aj is post me blog me link+image add karna bata raha hu Apne bohot se blog me link+image dekhe hoge jis par click karne par ham kisi or site me ya kahi or transfer ho jate h jese ki Facebook group, YouTube channel, other website etc. Link+image ka use jada tar promote ke liye kiya jata h jese mere pas 2 website h alltrickinfo or reehinditrick yo yadi me chahu to alltrickinfo site se reehinditrick ka promotion kar sakta hu ek banner bana ke alltrickinfo me laga dunga jab bhi koi banner par click karenge automatic hi reehinditrick me transfer ho jayenge kyonki pic ke sath link bhi add thi       Blog post publish karne ke bad URL change kese kare Bohot log ek website se dusri website ko promote karne ke liye CSS or JavaScript language ka use karte h par yadi ap CSS or JavaScript ka use nahi kar pate h to ap direct image ka use kar sakte h to chaliye dosto start karte h. Blog me link+image add kese kare - Blog me link+ima

Facebook pending post check kese kare

Image
Facebook pending post check kese kare Hello friends aj is post me Facebook me pending post kya hoti h or pending post check kese karte h iske bare me bata raha hu Aksar mene bohot bar dekha hu me kuchh hi din me meri id me bohot sari post pending me aa jati h jinko hide ya published karna hota h chaliye sabse pehle jan lete h ki pending post hoti kya h. Facebook pending post kya h - Jab apka koi friends apko kisi post me tag karte h to kuchh post to timeline me show hone lagti h par kuchh post timeline me show nahi hoti yesi post pending post hoti h        Facebook me stylish post kese kare Jis post me ham tag h or fir bhi vo post hamari timeline me show nahi ho rahi to vo post pending me chali jati h or fir hame us post ko publish ya hide karna hota h to chaliye start karte h Facebook pending post check kese kare - 1. Sabse pehle Facebook app me apni facebook id open kare 2. Ab facebook menu par click kare 3. Ab apni facebook profile open kare 4. P

Blog post publish karne ke bad URL change kese kare

Image
Blog post publish karne ke bad URL change kese kare  Hello dosto aj is post me bataunga ki kese ham post ko publish karne ke bad post ka url edit ya change kar sakte h Yadi ap ek blogger h to apne bohot bar dekhe hoge yadi ham blog post publish kar dete h to post ka url change ya edit nahi kar pate Par yadi url change karna h to ham url ko change or edit bhi kar sakte h Blogger me url set karne ka 2 option hote h automatic or custom ot jada tar blogger custom url hi use karte h par kabhi kabhi yesa ho jata h ki ham post ka custom url set karna bhul jate h or post publish kar dete h or new blogger ke sath aksar yesa hota h mere sath bhi hua tha 2-3 bar par ham post ko delete karke fir se likhne ke bajay url ko change or edit bhi kar sakte h to chaliye start karte h        Blog or address bar color match kese kare Post publish karne ke bad utl edit or change kese kare - Kisi bhi post ka url edit or change karna bohot hi aasan h bas apko niche ki kuchh steps ko thik se f

Blog or address bar color match kese kare

Image
Blog or address bar color match kese kare  Hello dosto aj is post me blog or address bar color match kese kare iske bare me share kiya gaya h Ap ne bohot se blog or website dekhe hoge jinka address bar color white hi hota h jada tar website ka address bar color white hi hota h Par ap kuch yese website me bhi gaye hoge jinka address bar color full hota h website or blog ke color se address bar match hota h ex. ReeHindiTrick,Facebook, flipkart, YouTube , theme forest yese kuchh site h jinka address bar color full h jo bohot achha dikhai deta h or professional look dukhai deta h        Blog ko Google+ se link kese kare Yadi ham chahe to ham bhi apne blogger blog ke address bar ka color apne template ke man color se match kar sakte h to chaliye dosto start karte h or apne blog or address bar color match karte h. Blog or address bar color match kese kare - Blog or address bar ka color match karne ke liye apko ek html code apne blog me add karna hoga to chaliye dosto star

Blog ko Google+ se link kese kare

Image
Blog ko Google+ se link kese kare  Hello dosto aj is post me blog ko Google+ se link karna bata raha hu Google+ ek social network h jese ham facebook me apni details add karte b vese hi Google+ me bhi add kar sakte h or apne blog or website ko Google+ se link bhi kar sakte h Google+ ap bhi use karte hoge or apne blog ki post google+ me share bhi karte hoge par kya apka blog google+ se link h yadi nahi to jarur se link kar lijiye      Crawl error fix kese kare Blog ko google+ se link karne se hamare blog ko achhe backlink mil jate h blog traffic increase hone me madad mil jati and jab koi hamari Google+ profile check karte h to ek professional look dikhta h to chaliye dosto start karte h Blog ko google+ se link kese kare - Apne blog ko Google+ se link karna bohot hi aasan h iske liye apko bas kuchh steps ko thik se follow karna hoga to chaliye dosto start karte h. 1. Sabse pehle Google+ access me login kare click and go google+ account 2. Google+ account open hon

Paid app ko free dawnload kese kare

Image
Paid app ko free me kese dawnload kare hindi Hello dosto aj is post me paid app ko free me download kese karte h iske bare me bataya gaya h ap logo ne dekha hoga jab ap Google play store me kuchh game ya app search karte h to bohot bar free app ya game ke sath kuchh paid app ya game bhi a jate h or unko dawnload karne ke liye hame pese dene padte h par me ek yesa app ke bare me bata raha hu jisse paid app ya game ko free me dawnload kar sakte h Bohot bar yesa hota h hame koi app ya game bobot jada pasand ata h par vo paid hone ke karan ham dawbload nahi kr pate kyonki usko dawnload karne ke liye kuchh pese dene hote h jisse ham usko dawnload nahi kar pate fir ham sochte h kas yesa ho jaye pesa bhi n dena pade or app dawnload kr liya jaye to ham dawnload kr sakte h Me jis app ke bare me batane ja raha hu yah app bhi play store ke jese hi h bt thoda fark h.       YouTube channel trailer video set kese kare Paid apps free me download kese kare - 1. Sabse pehle apne andr

YouTube channel trailer video set kese kare

Image
YouTube channel trailer video set kese kare  Hello dosto aj is post me YouTube channel trailer video kya h or YouTube channel trailer video set kese kare iske bare me bataya gaya h Yadi apka YouTube me channel h to ap bhi apne channel ka trailer video upload karna chahenge h to chaliye dosto pehle jante h youtube channel trailer video kya hota h kyon jaruri hota h.        Youtube channel setup kese kare class in hindi part 3 Youtube channel trailer video kya h or kis kam aata h - Apne bohot se movies dekhe hoge jo release hone se pehle movie ka trailer lunch kar dete h us video me movie ke bare me kuchh information hoti h jisko dekh kar andaja (pata) laga lete h ki movie me kya kya h Usi prakar ham apne youtube channel ka trailer video create kar sakte h or trailer me apne chanel ke bare me kuchh information dal sakte h or youtube me channel trailer ka ek khas feature h jiski madad se ham channel ka trailer video upload kar sakte h Youtube channel trailer feature ki

Android mobile se delete hua data kese laye

Image
Android mobile se delete hua data kese laye hindi Dosto aj me apko bataunga kese bina computer system ke ham mobile se hi apna delete hui file ko recover kar sakte h Dosto mene kai bar dekha h ki bohot bar hamara important file ya data ( photos, images, video,etc) detete ho jata h or ham pachtane ke alawa or kuchh nahi karte h dosto me ja jo trick bata raha hu usse ap apne mobile se delete hui photo ,video song ko fir se recover kar sakte h or unko fir se use bhi kar sakte h        YouTube me branding watermark set kese kare Delete hua data recover karne ke liye kya kya jaruri h - 1. Apka android mobile rooted hona chahiye ji ha dosto bina root ke ye trick kam nahi karegi 2. Gt recovery app Delete hua data recover kese kare - Dosto is trick ko use karne ke liye sabse pehle apne mobile ko root kar le  Root ke bad ek android app dawnload kr le jiska name h Gt recovery is app ko install kar le 1. gt recovery app ko open kare 2. recover file par click kare us

YouTube me branding watermark set kese kare

Image
YouTube me branding watermark set kese kare  Hello dosto aj me is post me youtube me branding watermark kya h or ise kese set karte h or ye is kam ata h in sabhi ki jankri share kar raha hu. Ap sabhi YouTube me videos dekhte hoge or video ke niche bale right side ke kone me ek images bhi dekhte hoge jo channel ka logo hota h ya other image show hoti h vahi youtube watermark hoti h Yadi ham ek achha channel banana chahte h to hamare channel me sabhi setup ek dam thik se hona chahiye or channel ek professional channel ke jese dikhna chahiye. Youtube me branding watermark set karne se koi bhi hamare channel ko bohot aasani se pehchan leta h video chalta ho or channel name na bhi dikhe to YouTube channel watermark se pehchan lete h. YouTube branding watermark ko ham apne channel ka logo bhi keh sakte h jo video play karne kebad video play screen me show hota h or YouTube branding watermark ka sabse achha fayda ye h ki isko bar bar set karne ki jarurat nahi hoti sirf ek ba