Mobile banking se pese transfer kaise kare

Mobile banking se pese transfer kaise kare
Hello friends aj is post me mobile banking se payment kese karte h iske bare me bata raha hu


Yadi apka bank account h to apne mobile banking or net banking ke bare me to suna hi hoga ya ho sakta h ap use bhi karte honge aj me apko is post me mobile banking se pese transfer karne ke bare me bata raha hu


Jab bhi hame bank ka kuchh kam hota h jese ki kisi ke account me pese transfer karna ho to hame aaksar bank jana padta h or bank se pese transfer karna padta h

          Mobile banking mpin or login password kese change kare

Or kabhi kabhi to yesa bhi hota h hame bank me apna no. Aane tak bohot time lag jata h or uske chakkar me ham koi other kam bhi ni kar pate h par friends yadi ham chahe to mobile banking ki madad se kisi ko bhi bas kuchh hi minutes me pese transfer kar sakte h

Mobile banking ke use karne se hame koi other apps jese paytm, freecharge, tez, airtel payment bank in sab app ke bina bhi ham aasani se mobile banking se sab kuchh kar sakte h

         Mobile banking se recharge kese kare

Mobile banking ki madad se ham apne bank account ko aasani se apne mobile se access kar pate h or bohot hi aasani se balance check kar sakte h, payment kar sakte h, recharge kar sakte h


Yadi bat kare pese transfer karne ki to mobile banking se pese transfer karna bohot aasan h par kabhi kabhi kuch new users ko thodi problem face karni padti h par ab ap is post ke bad mobile banking se aasani se pese tranfer kar payenge.

Mobile banking se pese transfer karne ke liye kya kya chahiye -
Yadi ap mobile banking se pese transfer karna chahte h to apko jiss account me pese transfer karna h uski thodi information apke pas honi bohot jaruri h tabhi ap pese transfer kar payenge

1. Account holder name

2. Bank account no.

3. Bank name

4. Ifsc no. (Ifc no.)

         Mobile banking kese use kare

Yadi apke pas ye 4 details h to ap kabhi bhi or kisi bhi time aasani se apne mobile banking se kisi bhi account me pese transfer kar sakte h

Mobile banking se pese transfer kaise kare -

Mobile banking se pese transfer karne ke liye ap aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi pese jarur transfer kar payenge

Friends me yaha par mobile banking se pese transfer karne ke liye Vijaya Bank mobile banking ka use kar raha hu yadi ap kisi other bank ki use kar rahe h to ho sakta h kuchh option change ho sakte h

1. Sabse pehle ap apne bank ka app (mobile banking) open kare


2. Ab ap yah par apna login password se login kare

          Mobile me zip file kese banaye

3. Yaha par apko kuchh option dikhai denge ap banking par click kare


4. Ab apko yaha par fund transfer par click kare


5. Ab yaha par apse puchha jayega ki ap kis bank par pese transfer karna chahte h jis me apka account h ya other bank

         Contact no. Google drive me save kese rakhe

6. Me yaha par other bank me send karna chahta hu to other par click kar raha hu


7. Ab apko yaha par NEFT par click karna h


8. Ab ap yaha par Quick fund transfer par click kare


9. Ab ap yaha par apna account no. Par click kare or

10. Yaha par apko apka MPin add karna h or Ok par click karna h

        Android mobile garam (heat) kyon hote h

11. Ab apko yaha par form me jis account me pese transfer karna h uski sahi se details fill kare


Example -
                       A/c no. 
              98123455215775

        IFC CODE ( IFSC CODE) 
                  SBIN0000348

                Beneficiary name
         Reetesh chandrawanshi

                Amount (Rs.) 
                          51

                    Remarks
                          51

12. bank account details thik se fill up karne ke bad Ok par click kare

13. Ab apko yaha par ek bar or details dikhai degi ap ek bar or check kare or sab thik hone par confirm par click kare


14. Ab ap jis account me pese transfer karna chahte the us account me pese transfer ho gaye h


Is type se ham mobile banking ke use se ek account se dusre account me jab chahe or jis time chahe pese transfer kar sakte h or bank jane se bach sakte h

       Android mobile automatic switch off or on kese kare

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to comments karna me apki puri help karne ki kosis karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye.....

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock