Youtube channel delete kaise kare
Hello friends aj is post me YouTube channel delete kese karte h iske bare me bata raha hu
Youtube me yadi hame video upload karna hota h to hame YouTube me ek channel create karna hota h jisme ham apne video upload karte h
Par kabhi kabhi yesa hota h ki ham apne ek id se kuchh jada hi YouTube channels create kar lete h yese me ham chahte h ki kuchh channels jo ham use nahi kar rahe h unko delete kar dete h
Youtube channel me multiple gmail id add kese kare
Ham chahe to YouTube channel ko delete kar sakte h par new user ko ek dar hota h ki kahi channel ke sath sath google account to delete n ho jaye to badi problem ho jayegi aj me apko is post me step by step YouTube channel ko delete karna bata raha hu
Yadi ap apna YouTube channel permanently delete karna chahte h to ap is post ko continue kare isme me bohot hi simple steps bata raha hu jiski madad se ap apne channels ko permanently delete kar payenge
1. Sabse pehle ap youtube.com par jaye or apne google account se login kare
YouTube channel art me link kese add kare
2. YouTube par login ho jane ke bad ap apna youtube channel open kare
3. Ab ap yaha par CUSTOMIZE CHANNEL par click kare
4. Ab ap upar ghanti ke side bale contact icon par click kare
YouTube channel subscribers hide kese kare
5. Ab yaha par apko setting icon par click karna h
6. Ab apke account ki information open ho jayegi ap yaha par Add or remove managers par click kare
7. Ab yaha par apko DELETE ACCOUNT par click kare
8. Ab yaha par apna google account password type kare or NEXT par click kare
9. Ab yaha par ap niche dikh rahe 2 check box par tick kare or DELETE ACCOUNT par click kare
10. Ab apka YouTube channel successfully delete ho gaya h
YouTube channel me website add kese kare
11. Ab ap yaha par Deleted accounts par click kare
12. Ab yaha par apke delete kiye gaye sabhi channels dikhai denge
13. Yadi apka channel delete account bale option par show ho raha h to apka channel successfully delete ho gaya h
12. Ab ap Youtube.com par return ho jaye or chahe to new channel create kar sakte h
Youtube channel playlist me video add kese kare
Is type se ham apne YouTube channel ko delete kar sakte h or jo hamare extra channel h jinko ham use nahi karte un channels ko delete kar sakte h
Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye......

Youtube channel delete kaise kare -
YouTube channel ko permanently delete karne ke liye ap aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi apne channel ko jarur delete kar payenge1. Sabse pehle ap youtube.com par jaye or apne google account se login kare
YouTube channel art me link kese add kare
2. YouTube par login ho jane ke bad ap apna youtube channel open kare
3. Ab ap yaha par CUSTOMIZE CHANNEL par click kare
4. Ab ap upar ghanti ke side bale contact icon par click kare
YouTube channel subscribers hide kese kare
5. Ab yaha par apko setting icon par click karna h
6. Ab apke account ki information open ho jayegi ap yaha par Add or remove managers par click kare
7. Ab yaha par apko DELETE ACCOUNT par click kare
8. Ab yaha par apna google account password type kare or NEXT par click kare
9. Ab yaha par ap niche dikh rahe 2 check box par tick kare or DELETE ACCOUNT par click kare
10. Ab apka YouTube channel successfully delete ho gaya h
YouTube channel me website add kese kare
11. Ab ap yaha par Deleted accounts par click kare
12. Ab yaha par apke delete kiye gaye sabhi channels dikhai denge
13. Yadi apka channel delete account bale option par show ho raha h to apka channel successfully delete ho gaya h
12. Ab ap Youtube.com par return ho jaye or chahe to new channel create kar sakte h
Youtube channel playlist me video add kese kare
Is type se ham apne YouTube channel ko delete kar sakte h or jo hamare extra channel h jinko ham use nahi karte un channels ko delete kar sakte h
Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye......
youtube channel delete karne se gmail to delete nahi honge na please tell me.................
ReplyDeleteNahi gmail delete nahi hoti h, mene 4-5 bar delete kar ke dekha tha uske bad hi post likha to ap post me bataya gaya trick follow kare gmail delete nahi hogi
ReplyDelete