Android mobile boot screen change kaise kare

Android mobile boot screen change kaise kare
Hello friends aj is post me android mobile me booting screen kya h or boot screen change kese karte h iske bare me bata raha hu


Boot screen ke bare me to ap jante hi honge boot screen hame computer, mobile start hote time sabse pehle dikhai deti h

Boot screen kya h -
Friends ap sabne dekha hoga jab ham mobile ya computer ko star karte h to ek logo dikhai deta h jese ki yadi hamare pas micromax ka mobile h to hame Micromax company ka logo dikhayi deta h yadi Samsung ka phone h to Samsung ka logo dikhai deta h


Par yadi ham apne mobile me boot screen ko change karna chahte h to ham screen ko change nahi kar pate h kyonki hame mobile me koi bhi yesa option nahi milta jisse boot screen change kar paye

         Mobile me multi wallpaper set kese kare

Par apne dekhe honge pehle jo java keypad mobile aate the ham un mobile me booting screen ko aasani se change kr pate the java keypad mobile me ham video ya fir apni pasand ki pic set kr sakte the par ab jo smart phone aate h in par ham logo ya apni pasand ka theme nahi laga pate par chinta mat kijiye aj jo trick bata raha hu usse ham asani se booting animation change kar sakte h

Booting animation change karne ke liye kya kya chahiye -

1. Rooted android mobile Yadi apka mobile root nahi h to apna mobile root kare kyuki bina root mobile me ye trick work nahi karti


2. Boot animation app

Boot animation app ko ap yaha se dawnload kr sakte h Boot animation apk

Ab yadi Apka smartphone rooted h or apke pas boot animation app bhi install h to ap aasani se apne mobile me apni pasand ka boot animation set kar sakte h to chaliye friends start karte h or apne android mobile ki booting screen change karte h


Booting screen change kaise kare -

Apne android mobile ki boot screen change karne ke liye ap aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi apne mobile ki booy screen jarur change kar payenge

1. Sabse pehle ap Boot animation app ko open kare

2. Ab theme search hone ka wait kare


3. Ab upar light side par click kare or jo current booting logo h uska backup bana le yadi bad me apko old logo lagana ho to dikkat na ho is liye change karne se pehle backup bana le

         Rooted mobile me kya nahi kare

4. Ab screen par jo them load (search) huye h unme jo pasand aye us par click kare


5. Ab boot animation app ko root access allow kare


6. Ab ap theme ke niche plus (+) icon par click kare

           Mobile me zip file kese banaye

7. Ab ap yaha par install par click kare


8. Ab hamare mobile me apni pasand ka booting theme successfully set ho gaya h


9. Ab ap apne mobile ko ap ek bar restart kare or check kare apne jo booting screen theme set kiye h show ho raha h ya nahi

         Contact no. Google drive me save kese rakhe

Ab apke smartphone ki booting screen change ho chuki h ab jab koi bhi apka mobile start hote dekhega jarur se puchhega apne ye logo change kese kiye is type se ham apne mobile ki booting screen change kar sakte h or apni pasand ka theme set kar sakte h

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock