Facebook me HD pic upload kaise kare

Facebook me HD pic upload kaise kare

Hello friends aj is post me Facebook me full HD pic upload kaise karte hai iske bare me bata raha hu.


Facebook me jab ham photo upload karte hai to hamari photo (pic) automatically hi low quality ki ho jati hai or timeline me bhi low quality ki pic show hoti hai or low quality photos dekhne me bhi achhi nahi lagti hai par yadi ham chahe to ek chhoti si setting change karke facebook me full HD pic upload kar sakte hai.


Hd pic sabhi log pasand karte hai or pic jitni achhi hoti hai, jitni achhi high quality ki hoti hai un pics par likes or comments bhi jada aate hai, isiliye sabhi apni facebook me full hd pic upload karna chahte hai taki jada se jada facebook friends hamari photo (pic) ko pasand kare or jada se jada likes, comments kare.

Facebook me jab ham  pic upload karte hai to hamari pic automatic low quality ki upload hoti hai bhale hamari pic full HD hi kyon na ho full hd pic bhi automatically hi low quality ki ho jati hai or facebook timeline me add ho jati hai, facebook app me ek chhoti si setting change karke ham full hd pic aasani se upload kar sakte hai.

         Facebook page ka username change kaise kare

Facebook app me full hd pic upload setting ko enable karne ke bad hamare mobile me pic jis quality ki hogi ham usi quality ki pic Facebook me upload kar sakte hai or apni pic me likes or comments badha dakte hai to chaliye friends start karte hai or Facebook me hd pic upload karne ki setting ko enable karte hai.

Fb me HD photo upload kaise kare -

Facebook me hd pic upload karne ke liye aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi facebook me HD pic jarur upload kar payenge.

1. Sabse pehle apne mobile me facebook app open kare.

       Facebook account hack hone se kaise bachaye

2. Ab ap Facebook app me apni Facebook id login kare.


3. Ab apke mobile me facebook open ho gayi hai ab ap menu par click kare ap pic me bhi dekh sakte hai.


4. Ab yaha par apko bohot sare option dikhai denge ap yaha par app setting par click kare.


5. Ab yaha par ek option hai upload photo in HD ye option off hoga apko is option ko on (enable) karna hai.


6. Ab ap apni facebook timeline me ek photo upload kare.


7. Ab apki facebook timeline me pehle se achhi quality ki pic upload hogi.

Upload photo in HD is option ko on karne ke bad ap jis quality ki pic upload karoge upki pic vahi quality ki upload hogi automatic apki pic low quality ki nahi hogi to friends is tarah se ap Facebook me high quality ki pic upload kar sakte hai.

        Block facebook account unblock kaise kare

Friends kesi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock