Posts

Showing posts from October, 2018

Social media Ke Liye Funny Or Horror Photo Or Video Kaise Banaye

Image
Social media Ke Liye Funny Or Horror Photo Or Video Kaise Banaye Hello friends aj is post me whatapp or facebook ke liye funny or horror photo or videos kaise banate hai iske bare me aj is post me bata raha hu. Apne facebook or whatsapp me kuchh funny or horror videos or photos to dekhe hi honge or yese videos or photos me jada se jada likes or comments me milte hai or bahut sare log yese photo or video pasand bhi karte hai or yese videos kaphi jada attractive bhi hote hai. Funny or horror videos or pics ko dekhne ke bad apke man me bhi jarur aaya hoga ki kyon na me bhi yese hi kuchh pic or video banau yadi ap bhi banana chahte hai to aj ap sahi post me aaye hai me aj apko is post me usi ke bare me ek bahut hi easy trick batane bala hu jisse ap aaasani se yese pic or videos jarur bana payenge. Aj me jis platform (jagah) se photo or videos ko banana batane bala hu waha se funny or horror videos ko banana bahut hi aasan hai or ap bhi aasani se jarur bana payenge.      

WhatsApp Me Star Album Kaise Banaye

Image
WhatsApp Me Star Album Kaise Banaye Hello friends aj is post me whatsapp me star album kaise banate hai iske bare me bata raha hu. Whatsapp aj kl sabhi ke mobile me whatsapp hota hi hai or sab isko use karna bhi pasand karte hai or me aj apko is post me whatsapp ka ek bohot achha feature ke bare me bata raha hu jo hai whatsapp me star album banana. Whatsapp me hamare pas roj bahut sare message aate rehte hai or jab koi msg post or pic ya video hame pasand ajate hai to ham unko star kar sakte hai or whatsapp me ek star album bana sakte hai. Whatsapp me aye kisi bhi msg ko ham star kar sakte hai or starred msg me store kar sakte hai or apne pasand ke msg ko ham aasani se ek hi folder me dekh sakte hai, yadi ham whatsapp me kisi se bahut sari bate karte hai or chat me kuchh important msg bhi hote hai to unko bad me dekhne ke liye hame full chat check karna padta hai isse bachne ke liye ham star msg ka use kar sakte hai.          Whatsapp video or image gallery se hide k

Jio sim me DND service start, stop or customize kaise kare

Image
Jio sim me DND service start, stop or customize kaise kare Hello friends aj is post me jio sim me dnd service start, stop or customize kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Jio sim me ham bohot si service ko free me use kar sakte hai par yadi ap apne jio sim me dnd use karna chahte hai to ye bhi free me use kar sakte hai or chahe to ap dnd services ko apne anusar customize bhi kar sakte hai. Dnd service sabhi company ki sim me available hoti hai but jio me ham dnd service ko apne hisab se customize bhi kar sakte hai, par bat kare other company ke sim ki to unme ham sirf dnd service stop or start kar pate hai par jio ki bat kare to jio me ham customize bhi kar sakte hai or stop and start bhi kar sakte hai. DND service kya hai -  Dnd service ka full name Do Not Disturb hai. Dnd service ka use karke ham apne apne number par aane bale promotion calls ko start or stop kar sakte hai. And jio me hame ek facility or mil jati hai jisse ki ham dnd service ko customize kar

Jio sim me jiotune (caller tune) set kaise kare

Image
Jio sim me jiotune (caller tune) set kaise kare Hello friends aj is post me jio sim me hello tune, caller tune, jiotune set kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Friends ap sabhi ye to jante hi honge ki jio sim me bahut si services hame free me milti hai or ham un services ko use karne ka koi bhi charge nahi dete hai but other sim me yesa nahi hai hame other sim me alag alag service ke alag alag charge dena padta hai. Ap hello tunes or caller tunes ke bare me to jante hi honge yadi nahi bhi jante hai to don't worry aj me apko apko is ke bare me jarur bataung so chaliye jante hai hello tunes ya caller tunes kya hai. Hello tunes (caller tunes) kya hai - Hello tunes ya caller tunes kisi song ka chhota sa song hota hai jise set karne ke bad jab hame koi call karte hai to hamare callers ko hello tunes jise caller tune bhi kehte hai song sunai deta hai. Or jio me hello tunes or caller tunes ko jio tunes bhi kehte hai. Example of caller tune - Jab ham apne mobil

YouTube Video Ko SEO Ready Kaise Banaye

Image
YouTube Video Ko SEO Ready Kaise Banaye Hello friends aj is post me YouTube video ko full seo ready kaise banate hai iske bare me share kar raha hu. YouTube video ko seo ready kaise banaye uske bare me batayege kai bar esa hota hai ki ap koi video upload karo or vo YouTube par search karne par dikhai nahi deta ya bahut video ke bad dikhai deta hai ye apke upar defend karta hai ki ap apne video ko seo Kaise karte hai kyu ki Google ki tarah YouTube bhi seo Se hi video ko top me dikhata hai. Agar ap new YouTuber hai to apke sath esa hua hoga ki ap bahut Se video upload kiye or apka koi video search me top par ni dikha to aj hm apko Jo tarika batayege use follow kar k ap koi video upload karege to uske top me aane ke chances kafi bad jayege or apko video viral tak bhi ja sakti hai to agar ap apni video rank karna chahte hai to pura article padhe. YOUTUBE VIDEO SEO KAISE KARE - YouTube video ko seo ready banane ke liye aage bataye sabhi tips ko thik se read kare or un sab

Whatsapp video or image gallery se hide kaise kare

Image
Whatsapp video or image gallery se hide kaise kare Hello friends aj is post me whatsapp se download kiye jane bale media jese videos or photos ko automatic gallery se hide kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Jab bhi hamse ko koi hamara mobile lete hai to koi bhi sabse pehle hamare mobile me gallery hi open karte hai kyunki gallery me hamare mobile ke sabhi videos or photos ek hi jagah par mil jate hai jisse sabhi sabse pehle gallery hi open karte hai. Whatsapp se ham jab bhi koi video or photos download karte hai to whatsapp se download kiye gaye photos or videos hamare mobile ke device storage ya sd card storage me save ho jate hai or jab bhi koi gallery open karte hai to device storage me ya sd card storage me save sabhi videos or photos gallery me show ho jate hai or unke sath sath whatsapp videos or photos bhi show hoti hai jisse koi bhi hamare whatsaap videos or photos ko aasani se dekh sakte hai. Whatsapp video or photos ko hide karne ke liye bahut se log

Google account recovery option full info and tips in hindi

Image
Google account recovery option full info and tips in hindi Hello friends aj is post me google account ko recover karne ke google account ke recovery option ke bare me bata raha hu. Google account aj kl sabhi person ke liye important ho gaya hai kyunki kuch yese work bhi hote hai jinko ham without google account ke nahi kar sakte hai is liye sabhi ko google account jise gmail account ya gmail id bhi hote hai iski jarurat padti hai. Jab ham google account create karte hai to kabhi kabhi yesa bhi hota hai ki ham us account ko bahut dino (long time)  tak use nahi karte hai or yese me ham apne google account ka password bhool jate hai or fir kuchh option ki madad se use recover karne ki kosis karte hai or bahut bar ham account recover to kar lete hai par bahut bar recover nahi kar pate hai kyonki ham uske sabhi recovery option ko thik se nahi jante hai is liye me aj apko is post me recovery option ke bare me hindi me samjha raha hu taki apko kabhi koi problems na aye. Acoo