Whatsapp video or image gallery se hide kaise kare

Whatsapp video or image gallery se hide kaise kare

Hello friends aj is post me whatsapp se download kiye jane bale media jese videos or photos ko automatic gallery se hide kaise karte hai iske bare me bata raha hu.

Whatsapp video or image gallery se hide kaise kare

Jab bhi hamse ko koi hamara mobile lete hai to koi bhi sabse pehle hamare mobile me gallery hi open karte hai kyunki gallery me hamare mobile ke sabhi videos or photos ek hi jagah par mil jate hai jisse sabhi sabse pehle gallery hi open karte hai.


Whatsapp se ham jab bhi koi video or photos download karte hai to whatsapp se download kiye gaye photos or videos hamare mobile ke device storage ya sd card storage me save ho jate hai or jab bhi koi gallery open karte hai to device storage me ya sd card storage me save sabhi videos or photos gallery me show ho jate hai or unke sath sath whatsapp videos or photos bhi show hoti hai jisse koi bhi hamare whatsaap videos or photos ko aasani se dekh sakte hai.

Whatsapp video or photos ko hide karne ke liye bahut se log gallery vault app ka bhi use karte hai like me kyunki ham nahi chahte ki hamare videos or photos ko koi or dekhe is liye ham unko ya to gallery vault app me hide kar dete hai ya fir delete kar dete hai par gallery vault app me yadi ham hide karna chahte hai to hame yesa bar bar karna padta hai.

        Whatsapp chat popup start kaise kare

Whatsapp videos or photos ko ham automatic hi apne gallery se hide kar sakte hai jisse ki ham jo bhi whatsapp se download karenge vo gallery me show nahi hoga jisse ham bahut logo se apne whatsapp videos or photos dekhne se rok sakte hai to chaliye friends start karte hai or apne whatsapp videos or images ko gallery me show hone se rokte hai.

Whatsapp media (video or images) gallery se hide kaise kare -

Whatsapp media jese ki images or videos ko gallery me show hone se rokne ke liye aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi apne whatsapp videos or images ko gallery me show hone se jarur rok payenge let's start.

1. Sabse pehle ap apne mobile me apps menu open kare.

        Whatsapp me custom ringtone use kaise kare

2. Ab ap whatsapp open kare.


3. Whatsapp open ho jane ke bad ab ap upar 3 dot (.) Par click kare.


4. Ab apko yaha par kuchh options dikhai denge ap settings par click kare.


5. Ab apki screen me whatsapp setting open ho jayegi ap yaha par chats par click kare.


6. Ab ap sabse last bala option show media in gallery is option ko dekhe apko iske aage check box enable (✔️) dikhai dega.


7. Ab ap show media in gallery is option ke aage bale check box ko disable (□) kar dijiye.


8. Ab ap whatsapp se jo bhi video or photo download karenge vo gallery me show nahi hogi.

9. Ab ap whatsapp se koi bhi ek photo download kare.

10. Photo download karne ke bad ab ap apne mobile me gallery open kare.

         Whatsapp msg mute kese kare

11. Ab ap yaha par dekhenge ki abhi apne jo photo download kiye the vo gallery me show nahi ho rahi hai.

12. Ab ap whatsapp se jo bhi media download karenge apko gallery me dikhai nahi dega.

Is type se ham whatsapp se download kiye jane bale photos or videos ko gallery se hide kar sakte hai, ab yadi koi apke apke mobile me galley open karenge to apke whatsapp videos or photos ko gallery me nahi dekh payenge.

Hide whatsapp media ko kaise dekhe -

Gallery se hide images or videos ko dekhne ke liye ap aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi gallery se hide media ko jarur dekh payenge.

1. Sabse pehle ap apne mobile me file manager open kare.

2. Ab ap yaha par jis storage me apka whatsapp data store hota hai phone storage ya sd card ko open kare.


3. Ab ap whatsapp folder ko open kare.

4. Ab uske bad ap media folder ko open kare.

5. Ab ap whatsapp images folder ko open kare.

       Whatsapp chat shortcut kese use kare

6. Ab ap private folder ko open kare.

7. Yaha par apko gallery se hide images show ho jayegi.


Is type se ham whatsapp se videos or photos ko hide kar sakte hai or gallery se hide karne ke bad private folder me jakar gallery se hide videos or images ko dekh sakte hai.

      Whatsapp group chat invite kaise kare

Friends kaisi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock