Top 10 Free Cloud Storage Earn Money Uploading Your Files Hindi

Top 10 Free Cloud Storage Earn Money Uploading Your Files Hindi

Hello friends aj is post me top 10 best free online cloud storage website ke bare me bata bata raha hu.


Jesa ki mene pichhli post me online cloud storage se paisa kaise kamate hai bataya tha or aj is post me top free unlimited cloud storage website ke bare me bata raha hu jisse ap apni files ko upload kar sake or online earnings kar sake.


Yadi apko nahi pata ki cloud storage se paisa kaise kamate hai to ap "Online cloud storage se paisa kese kamaye" is post ko jarur padhe jisse ap samjh jaoge ki cloud storage se earnings kaise hoti hai.

Ab ap jante hai ki ham cloud storage se paise kama sakte hai, par me apko isse pehle ki website list share karu kuchh kehna chahunga paisa chahe ham kisi bhi type se kamaye paise kamane ke liye hame mehnat karne ki jarurat hoti hai to me apko abhi hi batana dena chahunga cloud storage se paisa kamane ke liye isme bhi apko dil se mehnat karni padegi.

        Internet se online paisa kaise kamaye

Paisa sabhi ko chahiye hota hai or paisa kamane ke bahut sare raste bhi hai but without mehnat kuchh nahi ho sakta to apko is me bhi achhi mehnat karne ki jarurat hogi.


Me yaha par apse free cloud storage website ke Name share karunga un website ke direct link (URL) share nahi karunga to apko internet me search karna hoga or apko unke url bhi jarur mil jayega so chaliye dosto jan lete hai best free cloud storage ke bare me.

Top 10 best free cloud storage -

Apko niche 10 website ki list dikhai degi or yadi ap in website me achhe se work karoge to ap inse earning bhi jarur kar payenge to chaliye friends, let's start.

1. Clicknupload.org

2. Openload.co

3. Bdupload.info

4. Indishare.me

5. Desiupload.in

6. Uploadbuzz.org

7. Intoupload.net


8. Uptobox.com

9. Megaup.net

10. Multiup.org

10 best free cloud storage ki details me yaha par share kar chuka hu but aj is post me ek surprise hai or vo hai ki me yaha par ReeHindiTrick ki taraf se extra bonus ki tarah apko 10 se jada kuchh extra cloud storage ke bare me bata raha hu use and have funn be support ReeHindiTrick thanks.

ReeHinditrick extra bonus cloud storage website name -

1. Mirrorace.com

2. Upbom.com

3. Filecupid.com

4. Upload.ac

5. Upgrand.site

6. Dbupload.info

7. 9xupload.me

8. Uploadbaz.net

9. Upfile.movie

10. Fileflares.com


Friend ye rahi kuchh best of the best sites name in par ap files upload kar ke or files ko download kara kar earnings kar sakte hai ummid hai apko list pasand aayi hogi.

Note -
Friends inme se kuchh website apko free me unlimited cloud storage deti hai or kuchh limited bhi ho sakti hai, inme se kuchh websites file download karane ke paise dengi to kuchh nahi bhi jo website download karane ke paise de ap unko choose kar sakte hai ya fir sabhi ko use kar sakte hai.

Warning -
Jese ki mene upar bahut sari website ke name share kiya hu par inme se kuchh websites yesi bhi hai, jo apki file bahut din tak download na hone ke karan file ko server se remove kar sakti hai, in sabhi websites ke alag alag Terms & Conditions hai so friends ap is warning ko yad rakhna.

Condition -
Yadi cloud storage websites open na ho to us time apko VPN use karna hoga uske bad open kare open ho jayegi yadi ap janna chahte hai VPN kya hai or ise kaise use karte hai to ap is post ko read kare "VPN kya hai VPN use kaise kare"

         Kaise Apne Photography Business Ko Instagram Par Promote Kare

Friends kaisi lagi ye post batana jarur yadi apko koi problem aaye to ap comments karna me apki help jarur karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....

Comments

Popular posts from this blog

How to Make Any LED TV a Smart TV

How to Change Mobile Keyboard Size (Updated 2020)

How to break mobile screen lock / Remove Screen Lock