Blog post index notification start kese kare
Hello all friend aj is post me bataunga ki blog post indexing ka notification chalu kese kare jisse ye pata chal jaye ki post index hui ya nahi
Sabhi blogger chahte h ki post google me index ho par pata nahi chalta post index hui ya nahi isi liye post ko bar bar search kar ke dekhna padta h ki post google me index hui ki nahi
Website seo score check kese kare
Jo website ki ranking Google me achhi hoti h unki post google me jaldi index ho jati h 3-4 ghante me par jo website ki ranking low hoti h un website ko google me index hone me 2-3 din bhi lag jata h yese me pata nahi chal pata ki post kab index hui
Iske liye post indexing notification start kar sakte h or jab bhi website ki post google me index hogi hame gmail me mail mil jayega jisse pata chal jayega ki konsi post kab index hui to chaliye dosto start karte h
Blog me google+ widget kese add kare
1. Sabse pehle google ki site google alert me jaye - click and go google alert
2. Ab ap create an alert about par click kare
3. Ab apna website url dale or more options par click kare
4. Ab apko yaha par kuchh option dikhai denge ap is type se setup kar
A. How often iske age bale box me - as-it- happens select kare
B. Sources ke age bale box me - automatic set kare
C. Language ke age bale box me apni pasand ki language choose kare ya - English set rehne de
D. Region ke age bale box me - any regions set kare
E. How many ke age bale box me - all result set kar
F. Deliver to ke age bale box me - apni gmail id set kare
Adnow ads blog me kese lagaye
5. Ab last me Create alert par click kare
Ab apke blog me notification start ho gaye h ab jab bhi ap new post karenge or vo index hogi to apko mail mil jayega apko mail kuchh is prakar se ayega mail name google alert ke name se ayega us mail me post title or post ke bare me thodi si detail hogi ap niche pic me dekh sakte h
Dosto is prakar se ham blog me post index notification start kar sakte h or post ke index hone ka mail prapt kar sakte h dosto post kesi lagi batana jarur or share jarur karna yadi apko koi problem aye to comments karna me apki help karne ki puri kosis karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....
Blog me color full text kese add kare

Blog post index notification kese start kare -
Post indexing notification start karna bohot hi easy h bas apko sabhi steps ko thik se follow karna padega1. Sabse pehle google ki site google alert me jaye - click and go google alert
2. Ab ap create an alert about par click kare
3. Ab apna website url dale or more options par click kare
4. Ab apko yaha par kuchh option dikhai denge ap is type se setup kar
A. How often iske age bale box me - as-it- happens select kare
B. Sources ke age bale box me - automatic set kare
C. Language ke age bale box me apni pasand ki language choose kare ya - English set rehne de
D. Region ke age bale box me - any regions set kare
E. How many ke age bale box me - all result set kar
F. Deliver to ke age bale box me - apni gmail id set kare
Adnow ads blog me kese lagaye
5. Ab last me Create alert par click kare
Ab apke blog me notification start ho gaye h ab jab bhi ap new post karenge or vo index hogi to apko mail mil jayega apko mail kuchh is prakar se ayega mail name google alert ke name se ayega us mail me post title or post ke bare me thodi si detail hogi ap niche pic me dekh sakte h
Dosto is prakar se ham blog me post index notification start kar sakte h or post ke index hone ka mail prapt kar sakte h dosto post kesi lagi batana jarur or share jarur karna yadi apko koi problem aye to comments karna me apki help karne ki puri kosis karunga next post me fir se milenge tab tak ke liye bye....
Blog me color full text kese add kare

Superb Post Reetesh Keep It Up Dear
ReplyDeletemore option tou nhi aata hai bhai kya kare?
ReplyDeletehttps://onlyurduhelp.blogspot.com/2018/05/Google-favirout-website.html
1 year pehle ki post hai bro pehle to option aata tha
ReplyDeleteYadi koi new update hua hoga website me to sayad iske karan nahi aata but aana chahiye. .
Ap fir se try kare
Thanks for this information.
ReplyDeleteAb daily report mil rahi hai
For my site.
https://www.pyarmeindia.com