Posts

Showing posts from August, 2017

Facebook post review start kaise kare

Image
Facebook post review start kaise kare Hello dosto aj is pots me facebook post review features on kese karte h iske bare me bata raha hu Dosto apko apke facebook friends apko kisi bhi post me tag to jarur karte honge or jin post apko tag karte honge vo sabhi post apke timeline me show bhi hone lagti hogi Par dosto kuchh yese log bhi hamare friends ban jate h jo kuchh yesi post me hame tag kar dete h jo ki ham nahi chahte h ki vo post hamare timeline me show ho uske liye hame post ko timeline se hide karna padta h          Facebook me schedule post kese kare Yese me yadi ap apni facebook time line ko open nahi karte h or post ko hide nahi karte h to post hamari timeline me show hoti rehti h yadi usse bachna hota h to ham tagging ko block kar dete h fir koi bhi hame tag nahi kar pate           Facebook account device activity check kese kare yadi ham chahte h ki hame friends tag bhi kare or post time line me dikhe bhi nahi to ham yesa bhi kar sakte h facebook ke feat

Facebook me schedule post kese kare

Image
Facebook me schedule post kese kare Hello friends aj is post me Facebook me schedule post kese karte h iske bare me bata raha hu Ham facebook me sirf group me schedule post kar sakte h schedule post ham apni Facebook timeline me nahi kar sakte h jis group me ham admin h us facebook group me ham schedule post kar sakte h Schedule post kya h - Facebook group me schedule post ka use karke ham post me ham time set kar sakte h or post me jo bhi time set karte h us time me post published ho jati h Yadi apke pas group h or ap group me alag alag time me post published karna chahte h or apke pas time nahi h to ap schedule post ka use kar sakte khali time me ap post ka schedule create kar sakte h or jis time me post karna chahte h us time ko select kar sakte h          Facebook account device activity check kese kare Facebook me schedule post alarm ghadi ke jesi hoti h jase ham alar ghadi me time set karte h usi type se Facebook me bhi schedule post me time set kar sakte h j

Android mobile ke liye best keyboard

Image
Android mobile ke liye best keyboard Hello friends aj is post me android mobile ke liye best keyboard ke bare me bata raha hu Friends apko to pata hi h android mobile me keyboard kitna important hota h par bohot se yese log hote h jinko mobile ke sath aaye keyboard pasand nahi aate or me bhi unme se ek hu Jab hame mobile me pehle se install keyboard pasand nahi aate to ham mobile me custom keyboard download kar ke use karte h yese me play store me bohot sare keyboard mil jate h to samjh nahi aata konsa use kare or konsa nahi kare          Android mobile garam (heat) kyon hote h Aj me is post me android mobile ke liye top keyboard ke bare me bata raha hu jinke use se ham apne mobile me typing speed ko or fast kar sakte h or apne mobile keyboard ko styles bana sakte h Custom keyboard me ham achhe achhe apne pasand ke theme set kar sakte h or apne mobile keyboard ka size badha sakte h jisse hamara mobile keyboard size bada ho jata h Android mobile ke liye best k

Android mobile garam (heat) kyon hote h

Image
Android mobile garam (heat) kyon hote h Hello dosto aj is post me mobile garam kyon hota h iske bare me bata raha hu. Ap bhi smartphone use jarur karte hongevor apka mobile bhi heat (garam) jarur karta hoga par ye bat bhi sahi h ki sabhi electronic machine ho ya fir mobule garam to hoti hi h par problem tab hoti h jab mobile limit se jada heat (garam) hone lagta h Mobile normally thodi heat to karta hi h par kabhi kabhi hamara android mobile limit se jada heat (garam) hone lagta h par mobile ke heat (garam) hone ke bhi kuchh karan hote h jo me yaha bata raha hu         Android mobile automatic switch off or on kese kare Me yaha par aj is post me kuchh tips bata raha hu yadi ap un sabhi tips to thik se follow karenge to apka mobile bhi jada garam (heat) hone se bacha sakte h. Me aj is post me mobile garam kyon hota h iske bare me me pata raha hu yadi ap android mobile ko karam hone se bachana chahte h to ap ye post jarue read kare " android mobile garam hone s

Android mobile automatic switch off or on kese kare

Image
Android mobile automatic switch off or on kese kare Hello dosto aj is post me android mobile me switch off or on hone ka time set kese karte h iske bare me bata raha hu Smartphone me laga tar ek se badh kar ek features aa rahe h unme se hi ek features automatic mobile off or on karne ka features ke bare me bata raha hu. Android mobile ko automatic switch off or on karne ke liye Timer Switch Machine feature ka use karte h is feature ki madad se ham apne android mobile ko automatic power off or on kar sakte h         Google map address verify kese kare Timer Switch Machine feature kya h -  Timer Switch Machine android ka ek feature h jisme ham mobile ke switch off or hone ka time set karte h time set kar dene ke bad jo time set karte h usi time me mobile automatic se switch off ho jata h or jo on time hota h us time me automatic hi on ho jata h Yadi ham chahte h ki hamara android mobile rat ke 1 baje apne ap band ho jaye or subha 6 baje apne ap se switch on ho jaye

Blog me social media widget/button add kese kare

Image
Blog me social media widget/button add kese kare Hello friends aj is post me blog ke liye ek styles social media followers widget code de raha hu Yadi apke pas blog/website h to apko to pata hi hoga ki blog or website ke followers hona kitna jaruri hota h blog ko jaldi se jaldi rank me lane ke liye social media bohot important hota h Apke blog/website ke jitne jada social media folloera honge apke blog ki rank utna hi jada badhegi par website/blog ke followers badhane ke liye blog me social media widget hona bohot jaruri hota h jiski madad se hamare blog me aane bale visitors ko blog pasand aata h to blog ko social media me bhi follow karna chahte h         Blog me comment setting kese kare Yadi hamare blog me social media button available h to blog readers aasani se blog ko social media me follow kar lete h jisse hamare blog ke social media followers to badhte hi h sath me blog rank bhi karta h Blogger blog me ham bohot hi aasani se social media buttons add kar s

Google map address verify kese kare

Image
Google map address verify kese kare Hello dosto aj is post me google map me add address ko verify kese karte h iske bare me bata raha hu Friends apne bhi apna address ya shop ko google map me add kiye hoge to yese me ap bhi ye jarur sochte hoge ki apna address ko full verify karana chahiye. Kuchh log yese hote h jo hamare address ka report google map me kar dete h jisse google map hamare address ko spam samjh ke remove kar sakte h par yadi ham apne address ko verify kar lete h to hamara address google map se remove hone se rok sakte h or remove ke chances ko kam kar sakte h.         Google map address delete kese kare Google map address ko verify kis type se kare - Yadi ham apna google map address ko verify karna chahte h to uske liye hame hamare google map address ko Google My Business se connect karna hoga fir ham apne address ko fully verify kar sakte h.        Google map address edit kese kare Jab ham apne map address ko Google my business se connect karte h to

Blog me comment setting kese kare

Image
Blog me comment setting kese kare  Hello dosto aj aj is post me blog me comments setting kese karte h iske bare me bata raha hu Aksar new blog ke sath kuchh problem hoti h ki unke blog me comments box kabhi dikhta h kabhi nahi dikhta to ye isliye hota h ki kuchh log comments setting ko edit kar dete h matlab ki setting me changes kar dete h or uske bad fir thik se setting set nahi kar pate Aj is post me me blog ki comments setting ko thik se setup karna bata raha hu is post ki madad se ap apne blog ki comments setting ko thik se set kar sakte h       Blog me Facebook page add kese kare Blog me comments box show hona kitna jaruri hota h ye to ap sabhi jante h hamare blog readers comments ke through hame post ke bare me ya unki problem ke bare me bata dete h par yadi blog me comments box show nahi ho to readers comments nahi kar pate jisse kuchh readers blog me aana band bhi kar sakte h is liye blog me comments box show hona chahiye Me apni taraf se apko bolna chahu

Facebook account device activity check kese kare

Image
Facebook account device activity check kese kare Hello friends aj is post me Facebook account device activity check kese karte h iske bare me bata raha hu Aj kal sabhi log facebook ka use karte h ap bhi facebook jarur use karte hoge or apne facebook account ko bohot jagah open kiye joge or ho sakta h apko yad bhi na ho ki apka facebook account kon kon se device me open (login) h Par yadi ham chahe to Facebook ke ek feature device activity ki madad se jan sakte h device activity me ham aasani se jan sakte h ki hamara facebook account kon kon se device me open h ya hua h         Facebook me color full comments kese kare Device activity ki madad se account kaha kaha open hua h ya open h ye to jan hi sakte h or sath me yadi ham chahe to bahi par se other device se apne account ko logout bhi kar sakte h Facebook account device activity se kya kya kar sakte h -  Facebook me device activities ka ye bohot achha feature h iski madad se ham bohot sari account information le

Android app background data off kese kare

Image
Android app background data off kese kare  Hello friends aj is post me android mobile me apps ka background data off kese karte h iske bare me bata raha hu Ap sabhi ye to jante hi honge ki jab hamara internet data on hota h to hamare mobile ke sabhi app jo internet data se chalte h vo sabhi app background me internet data use karte h par yadi ham chahe to kisi bhi app ko background me data use karne se rok sakte h Jab sabhi app background me data use karte h to internet data bhi bohot jada use hota h par yadi ham kuchh high data usage app ko background data use karne se rok dete h to internet data kam lagta h          Android mobile Screen overlay problem fix kese kare Background data usage kya h -  Jab bhi koi app background me data use karta h to us app ko ham open kare ya na kare usme hone bali activities hame notify hoti rehti iska me ek achha example deta hu          Android mobile app notification stop kese kare Ap sabhi whatsapp, facebook or messenger to use

Google+ profile custom url create kese kare

Image
Google+ profile custom url kese create kare Hello dosto aj is post me google+ me custom url create kese karte h iske bare me bata raha hu Google+ ke bare me to ap jante hi honge google+ bohot hi jada popular social networks h isme ham google+ profile ki custom URL create kar sakte h jisse hamara Google+ url yad hona aasan jo jata h or ham aasani se kahi bhi share kar sakte h Jab ham google plus join karte h ya fir google+ me profile create karte h to hamari profile url kuchh is type ka hota h https://plus.google.com/123638399282939927189 is type se kuchh hota h jo yad karne me bohot jada hard hota h par yadi ham chahe to hamara google plus url https://plus.google.com/+reeteshchandrawanshi is type se bana sakte h jo bohot hi aasan hota h          Google drive kya h or use kese kare Google+ custom url rules - Google plus profile ke liye custom url set krne ke liye apko kuchh rules ko follow karna hoga yadi apki google + profile in rules ko follow kar rahi h to ap aasani