Posts

Showing posts from September, 2017

YouTube channel me website add kaise kare

Image
YouTube channel me website add kaise kare Hello friends is post me YouTube channel me apna blog/website kese add karte h iske bare me bata raha hu Aaksar yesa hota h ki hamare pas YouTube channel or website dono hote h yadi apke pass bhi youtube channel or website h to ap bhi apni website ko YouTube channel se link jarur karna chahenge Friends YouTube channel me website add karne ke bad verify karna bohot jaruri hota h aaksar kuchh log yesa karte h ki YouTube channel se website to link kar dete h par verify nahi karte h or unki website pending me rehti h           Youtube channel playlist me video add kese kare Jab ham apne youtube channel me website add kar ke verify kar dete h to hamara channel ko YouTube channel ek brand ke jese samjh ne lagta h or YouTube hamare video ko search me jaldi rank karta h YouTube channel or website link karne ke fayde -  YouTube channel se website ko link karne ke kuchh fayde hote h jo me apko kuchh fayde yaha share kar raha hu.

Google news me blog submit kaise kare

Image
Google news me blog submit kaise kare Hello friends aj is post me google news me website submit kese karte h iske bare me bata raha hu Ap sabhi google news ke bare me to jante hi honge google apni news site me bohot achhe article hi show karta h or yese me yadi hamare blog post bhi google news me show hone lage to hamara website blog bhi bohot hi jaldi rank kar lega Friends me apko batana chahunga google khud se news banakar published nahi karta h balki jo news site hoti h unke hi article apne news me show karta h to ye hamare blog ke liye bhi golden chance h yadi hamari website google news me approve ho jati h to blog bohot fast rank karega            Blog backup kese banaye Par google news me har type ke blog/website ko approval nahi milta h google news ki policy bohot hi hard h isi liye kuchh hi website ko Google news me approval milta h par ap bhi apni website ko submit kar ke check kar sakte h Yadi apke pas koi news blog/website h to ap google news me submi

Adsense page-level ads blog me kaise lagaye

Image
Adsense page-level ads blog me kaise lagaye Hello dosto aj is post me AdSense page-level ads blog me kese lagaye iske bare me bata raha hu. AdSense me page-level ads sabhi adsense user ke liye available h page-level ads ko sabhi users apne blog me add kar sakte h or apni earning increase kar sakte h Adaense page-level ada sirf mobile users ko show hota h or aj kl lagbhag sabhi blogs me mobile traffic hi jada aata h is liye ham mobile users ke liye page-level ads laga sakte h Types of page-level ads - Page-level ads 2 types ke hote h 1. Anchor/overlay ads 2. Vignette ads 1. Anchor /overlay ads - Ye ads stick ads hote h Anchor /overlay ads mobile me niche ki taraf show hote h or ap in ads ko aasani se dismiss kar sakte h           Apni pasand ke AdSense ads show kese kare Anchor /overlay ads example - Ap  niche screen me Anchor /overlay ads ka exmple dekh sakte h ki ye ads kis type se dikhai deta h 2. Vignette ads - Vignette ads ye ads full screen size

Blog backup kaise banaye

Image
Blog backup kaise banaye Hello friends aj is post me blogger blog ka backup kese banate h iske bare me bata raha hu Friends ap to ye bat jarur manenge ki yadi apka blog h to ap apne blog me mehnat jarur karte honge or ap ye kabhi nahi chahenge ki thodi si galti ke karan apka sara blog data apke hath se chala jaye Blog backup kese banaye isse pehle hame jan lena chahiye ki blog backup kya h or blog ka backup q jaruri hota h Blog backup kya h - Blog backup hamare blog ki second copy hota h jo hamare computer hard drive me save hoti h jiski madad se ham apne blog me kuchh problem hone par blog ko fir se restore kar sakte h          Blog me social media widget/button add kese kare Ap sabhi ye to jante hi honge ki blogger blog google server me host hota h or yese me yadi ham google ki condition ko follow nahi karte h or blog me kuchh galat kar dete h to ho sakta yese me hamara blog delete bhi kar diya ja sakta h Par yadi hamare pas blog ka backup h to ham new blog ban

Mobile me zip file kaise banaye

Image
Mobile me zip file kaise banaye Hello friends aj is post me mobile se zip file kese banate h iske bare me bata raha hu. Friends ap zip file ke bare me to jante hi honge ki zip file kya h or zip file ka use kese karte h yadi nahi jante h to aj ap is post me zip file ke bare me thik se janenge           Contact no. Google drive me save kese rakhe sabhi jante h ki zip file ko computer/laptop me aasani se bana sakte h or zip file ko unzip bhi kar sakte h par aj me apko android mobile se zip file banana bata raha hu Zip file kya h - Zip file ko archive file format bhi bolte h jiska use data compressor karne ke liye kiya jata h zip file ka use ham multiple file ko ek file me attach karne ke liye karte h saral word me bola jaye to zip ka use ham alag alag file ko ek file me aatech karne ke liye karte h Example Yadi ap apne kisi friends ko internet se 50 file send karna chahte h to apko sabhi 50 file ko alag alag bhejna hoga or yese me bohot time lag jata h Par yadi ap

Contact no. Google drive me save kaise rakhe

Image
Contact no. Google drive me save kaise rakhe Hello friends aj is post me phone me save sabhi contact no. Ko google drive me save kese rakhte h iske bare me bata raha hu Friend apgoogle drive ke bare me to jante hi hoge yadi nahi jante h to ap is post ko read kar sakte h or google drive ke bare me jan sakte h " google drive kya h or kese use kare " is post me ap drive ki information le sakte h Friends google drive hamari Gmail id se connect hoti h or ham hamari Gmail id ki madad se Google Drive ko kisi bhi device me open kar sakte h or ap ye bhi jante hoge ki phone me save contact ka ham kuchh nahi kar sakte h.          Android mobile ke liye best keyboard Ham phone me save contact ko memory card me copy kar sakte h par fir bhi ek problem hoti h yadi mobile chori ho gaya yo yese me sare contact bhi chale jayenge par aj me apko is post me contact no. Ka backup google drive me rakhna bata raha hu Yadi ham google drive me contact ka backup rakh lete h to h

Facebook account block hone se kaise bachaye

Image
Facebook account block hone se kaise bachaye Hello dosto aj is post facebook account block hone se kese bachaye iske bare me bata raha hu Dosto aksar yesa hota h ki hamara facebook account block ho jata h kyon ki ham apne facebook account ka dhyan nahi rakhte h or kuchh yese kam karne lagte h jo facebook ko pasand nahi hota jisse hamara facebook account block ho jata h. Ho sakta h apke sath bhi kabhi na kabhi yesa jarur hua hoga ki apka account temporary blocked ho gaya ho or account ko fir se access karne ke liye account me government proof id upload karna hota h.           Facebook account safe kese rakhe Par friends kabhi kabhi yesa bhi hota h ki ham jis name se account banate h us name ka government proof nahi hota h jisse ham account ko unblock nahi kar pate or facebook hamara account ko permanently disable kar deta h. Facebook account block kyu hote h - Yadi ham apne facebook account me kuchh spamming karte h jo facebook ko bilkul bhi pasand nahi is liye hame

Facebook account safe kaise rakhe

Image
Facebook account safe kaise rakhe Hello friends aj is post me Facebook account safe kese rakhe iske bare me bata raha hu Facebook bohot hi popular social network h ap bhi facebook ka use jarur karte honge or ap apne facebook account ko secure rakhne ke liye kabhi n kabhi sochte jarur honge kese safe rakhe Me aj is post me facebook ke kuchh security features ke bare me bata raha hu jisse ap apne facebook account ko kafi had tak safe kar sakte h.          Facebook post review start kese kare Base to friends account ko hack karna aasan nahi hota h par ek bat ye bhi h ki koi bhi kam namimkin nahi hota h is liye hame security ko ignore nahi karna chahiye or account secure rakhne ke liye sabhi security feature ka use karna chahiye to chaliye dosto jante h kese secure kar sakte h Facebook account safe kaise rakhe - Facebook account ki security badhane ke liye me aj kuchh security feature ke bare me or kuchh important information share kar raha hu to ap bataye gaye sabhi

Facebook login notification alert start kaise kare

Image
Facebook login notification alert start kaise kare Hello friends aj is post me facebook me notification login alert start kese karte h iske bare me bata raha hu. Friends Facebook me apna account ko secure rakhne ke liye bohot sare option available h jinki madad se ham apne facebook account ko secure kar sakte h jese email login alert, two step verification or facebook notification login alert jese features available h Aj me is post me login notification alert ke bare me bata raha hu yadi ap facebook ka app use karte h to ap aasani se apne facebook account me login notification alert start kar sakte h par pehle ham is features ko jan lete h ye kya h or kese work karta h. Login notification alert kya h -  Login notification alert is feature ko enable karne ke bad jab bhi hamara facebook account kisi other device me open hota h to hame pehle se login device me login alert show ho jata h           Facebook post review start kese kare Login notification alert ko thik se

Google my business website/page customize kaise kare

Image
Google my business website/page customize kaise kare Hello dosto aj is post me google my business website/page ko customized kese karte h iske bare me bata raha hu. Friends pichhli post me google my business website banana bataya tha " google my business website kese banaye " yadi apne website/page nahi banaye h to ap ye post jarur padhe Aj is post me apna business page/website ko customize kese karte h is bare me bata raha hu kabhi na kabhi hame apna business page ko customized karne ki jarurat jarur padti h is liye ap is post ki madad se aasani se apne business page ko customized kar sakte h Apne business page ko customize karke ham page/website me bohot sare changes kar sakte h apna page/website ka theme change kar sakte h page url change kar sakte h or business ke bare me information add kar sakte h           Google my business pin verify kese kare Business page me business ki information or pic add karna bohot jaruri hota h jiski madad se page visitor