Posts

Showing posts from January, 2018

Mobile ads block kaise kare

Image
Mobile ads block kaise kare Hello friends aj is post me apne android mobile me ads block kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Android mobile me aksar ads aate rehte hai jab bhi ham apme mobile me internet on karte hai to hamare mobile me bohot sare ads ke notification aa jate hai, or kabhi kabhi to yesa bhi hota hai jab ham mobile me kuchh work karte hai to ads ka pop-up ajata hai jo full screen par hota hai. Mobile company advertising se pese kamane ke liye mobile me ads bhejti rehti hai jisse users ko bohot paresani hoti hai or sabhi users mobile me ane bale pop-up ads or notification me aane bale ads ko band karna chahte hai jisse unke pas bar bar ads nahi aayenge.        Mobile se zip file unzip kese kare Yadi ap bhi apne android mobile me ads block karna chahte hai to ap aasani se mobile me aane bale ads ko block kar sakte hai par mobile me aane bale ads ko block karne ke liye apka mobile rooted hona chahiye root mobile me ham aasani se ads ko block kar sa

Google account secure kaise rakhe

Image
Google account secure kaise rakhe Hello friends aj is post me google account (Gmail id) secure kaise rakhe uske bare me bata raha hu.  Google account aj kal sabhi ke liye bohot jada important ho gaya hai lagbhag sabhi ke pas google account jarur hota hai, or lagbhag hamare sabhi online accounts Google account se connected hote hai yese me hame apne account ki security me or jada dhyan dena bohot jaruri ho jata hai.  Yadi dhoke se hamara google account hack ho jata hai to hamare Google account se connected sabhi accounts bhi hack ho jate hai jese, blogger, adsense, gmail, drive, YouTube etc. To ham kabhi nahi chahenge ki hamare sath kabhi yesa ho, aj me apko kuch achhi tips dene bala hu jiski madad se ap apne account ki security badha payenge.         apna about homepage create kese kare Jada tar online account users ki galti ke karan hi hack ho jate hai, kyonki user galti karte hai or apne account ki security ka dhyan nahi rakhte hai or hackers ko moka det

Blog or website google me submit kaise kare

Image
Blog or website google me submit kaise kare Hello friends aaj is post me apne blog or website ko google Webmaster tool me submit kaise karte hain iske baare me bata raha hu. Blog or website banane ke baad sabse important kam hota hai ki hum apne blogger website ko search engine me submit kare Taki search karne par hamara blog search result par dikhayi De. Blog or website ko search engine mein submit karne se hamare blog ki organic traffic increase hoti hai or sath hi blog or website ki ranking bhi increase hoti hai India me Google, Yahoo or Bing popular search engine hai.        Post me download button add kese kare Google Webmaster me apni website or blog ko submit karne ke liye Hame kisi bhi prakar ka charge nahi dena padta hai yahan par Hum bilkul free mein apna blog submit kar sakte hain aur search result me show kara sakte hain. Blog or website google me submit kaise kare - Apne blog or website ko Google search engine me submit karne ke liye aap aage bataye

Android mobile speed kaise badhaye

Image
Android mobile speed kaise badhaye Hello dosto aj is post me android mobile speed kaise badhate hai iske bare me bata raha hu. Jab ham new mobile buy karte hai mobile jab new hota hai to kuchh din to achha chalta hai par jese jese ham mobile ko use karte hai mobile storage use karte hai or apps install karte hai to dhire dhire hamara mobile slow hone lagta hai par kahi na kahi hame lagta hai kash me apne mobile ki speed or thoda increase kar pata jisse mobile ki speed achhi ho jati android mobile me company jitni speed set kar ke hame deti hai mobile me usse jada speed hoti hai par company full speed kar ke nahi deti hai par ham chahe to apne mobile ki speed badha sakte hai or mobile ko full speed me use kar sakte hai       Best offline or online android mobile games Sabhi android mobile me developer option hota hai developer option me thoda sa changes kar ke ham apne mobile ki speed ko increase kar sakte hai or pehle se jada speed kar sakte hai or yadi hame kabhi la

Facebook account hack hone se kaise bachaye

Image
Facebook account hack hone se kaise bachaye Hello dosto aj is post me facebook Account hack hone se kaise bachaye iske bare me bata raha hu Facebook ek bohot achha social media place hai or yaha par ham apne bohot se friends se connected rehte hai or apni personal information bhi apne account me add kar dete hai. Facebook account ko bohot log hack karna chahte hai taki apki personal information nikal sake ya fir apke account ka galat use kar sakte hai aagar yesa hota hai to ap problem me pad sakte hai is liye facebook account or apne other accounts ki security ka sabse jada dhyan rakhna chahiye. Facebook me kuchh yese features available hai jinki madad se ham apne account ki security ko kafi strong kar sakte hai jisse hamara account koi aasani se hack nahi kar payega vese bhi social media accounts ko hack karna itna bhi aasan kam nahi hai par fir bhi ap apne account ki security ka achhe se dhyan jarur rakhe       Facebook page auto reply start kese kare Facebook ac

Best offline or online android mobile games

Image
Best offline or online android mobile games   Hello friends aj is post me best android mobile games ke bare me bata raha hu Games khelna bohot logo ko pasand hota hai or khali time me sabhi game khelna pasand karte hai aj me is post me top high rated online or offline game ke bare me bata raha hu Bohot sare friends ko games khelna to pasand hota hai but play store me jakar confused ho jate hai ki konsa game download karna hai konsa achha hoga konsa bura or koi bhi games download kar lete hai, aj is post me kuchh achhe games ke bare me bata raha hu jiski madad se ek achha game jarur choose kar payenge.        Android mobile app kaise banaye Play store me ek se badh ke ek games available hai par kuchh log game select nahi kar pate hai or kesa bhi games download kar lete hai or fir uninstall kar dete hai yese bar bar karte hai tab jakar 1-2 ache games milte hai to chaliye friends kuchh achhe games ke bare me jante hai Best android mobile games - Me yaha par kuchh bo

Android mobile app kaise banaye

Image
Android mobile app kaise banaye Hello friends aj is post me free me Android app kese banate hai iske bare me bata raha hu. Sabhi jante hai application design karna kitna muskil kam hai kisi bhi achhe ap ko design karne ke liye developer ko bohot time lagta hai tab ek achha application design kiya jata hai. Ek professional application design karne ke liye hame coding language ka knowledge hona chahiye tab ham ek achha professional app create kar sakte hai. Par friends don't worry yadi apko coding knowledge nahi hai or ap app banana chahte hai to bhi ap ek simple app create kar sakte hai appsgeyser website se ap bina coding ke kuchh simple steps follow kar ke ek achha app design kar sakte hai.          user apps ka backup kaise banaye Yadi apke pas blog/website hai to ap appsgeyser web-site se apne blog web-site ko app me convert kar sakte hai or jo apka app download karenge app ki madad se direct ek click me apki website open kar sakte h to chaliye dosto start k