Posts

Showing posts from February, 2018

Mobile keyboard me background pic set kaise kare

Image
Mobile keyboard me background pic set kaise kare Hello friends aj is post me mobile keyboard me background photo set karna bata raha hu. Sabhi log apne mobile ko stylish or attractive banana chahte hai taki hamara mobile sabhi mobile se alag or achha dikhe isi liye kuchh log mobile keyboard me bhi background me pic ya wallpaper set kar lete hai jisse mobile keyboard pehle se or jada achha dikhai dene lagta hai. Android mobile ke sath jo keyboard company se aata hai jise default keyboard bhi kehte hai usme ham background pic ya wallpaper set nahi kar sakte hai, par yadi ham keyboard me background pic set karna chahte hai to hame play store se custom keyboard app download karna hoga or apne mobile me custom keyboard use karna hoga.         Mobile keyboard size change kaise kare Play store me bohot sare custom keyboard apps available hai jinki madad se ham keyboard ke background me pic set kar sakte hai par me aj apko is post me Go Keyboard ke bare me bata raha hu go ke

Mobile keyboard size change kaise kare

Image
Mobile keyboard size change kaise kare Hello friends aj is post me android mobile me keyboard size change kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Android mobile me jo default keyboard hote hai ham un keyboard ko na hi customize kar pate hai or na hi keyboard ka size change kar pata hai, default keyboard mobile ke sath company se hi aata hai jo bohot chhota hota hai or mobile ke default keyboard me typing karna bohota muskil hota hai. Mobile ke sath aaya hua keyboard bohot small size ka hota hai yese me hame typing karne me bohot problem hoti hai or fast typing bhi nahi kar pate hai, yadi ham apne android mobile me custom keyboard use kare to custom keyboard me hame bohot sare feature use karne ko mil jate hai.        Android mobile ke liye best keyboard Play store me hame bohot sare achhe achhe keyboard mil jate hai jiski madad se ham apne mobile keyboard ko customized kar sakte hai or apne mobile ke keyboard ko or jada attractive bana sakte hai custom keyboard ko

Google me apni photo add kaise kare

Image
Google me apni photo add kaise kare Hello friends aj is post me google me apni photos or apni details show kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Friends apne bohot bar dekha hoga kuchh log apni details Google me add kar dete hai jesse jab bhi koi unke bare me google me search karta h to details show ho jati h yaha par name, address, contact no. Photos Sab kuchh hota hai. Google me photos show karne ke liye ham social media facebook, google+ ka use bhi kar sakte hai, jab ham social media me apni photo post karte hai to hamari photo google me bhi show hone lagti hai, or ham chahe to ek website banakar bhi apni photo ko google me add kar sakte hai or Google search result me apni photos show kara sakte hai.         Google account secure kaise rakhe Google me bohot sari photos or details show karane ke liye sabse acha idea hai ki ham ek blog ya website create kare or blog or website ki madad se ham apni bohot sari photos google me show kara sakte hai or chahe to apni

Facebook me HD pic upload kaise kare

Image
Facebook me HD pic upload kaise kare Hello friends aj is post me Facebook me full HD pic upload kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Facebook me jab ham photo upload karte hai to hamari photo (pic) automatically hi low quality ki ho jati hai or timeline me bhi low quality ki pic show hoti hai or low quality photos dekhne me bhi achhi nahi lagti hai par yadi ham chahe to ek chhoti si setting change karke facebook me full HD pic upload kar sakte hai. Hd pic sabhi log pasand karte hai or pic jitni achhi hoti hai, jitni achhi high quality ki hoti hai un pics par likes or comments bhi jada aate hai, isiliye sabhi apni facebook me full hd pic upload karna chahte hai taki jada se jada facebook friends hamari photo (pic) ko pasand kare or jada se jada likes, comments kare. Facebook me jab ham  pic upload karte hai to hamari pic automatic low quality ki upload hoti hai bhale hamari pic full HD hi kyon na ho full hd pic bhi automatically hi low quality ki ho jati hai or fa

Facebook page ka username change kaise kare

Image
Facebook page ka username change kaise kare Hello friends aj is post me Facebook page ka username change kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Facebook ek bohot hi popular social network hai yaha ham hamare sabhi friends se connected rehte hai or yadi hamara koi business hai ya website hai to ham facebook me apne business or website ko promote karne ke liye facebook page create karte hai or facebook page ki madad se aasani se apne business or website ko promote kar sakte hai. Facebook profile banate time hame ek default username milta hai or bad me ham profile ka username change kar ke apni pasand ka username set kar sakte hai, usi type se facebook page create karne par hame hamara Facebook page ka ek default username provide kiya jata hai jise ham change karke apni pasand ka username set kar sakte hai. Facebook page ka jo default username hota hai kuchh is type ka hota hai https:// www.facebook.com/0987654321123/ is type ka username bohot jada hard hota hai or is

Mobile banking se recharge kaise kare

Image
Mobile banking se recharge kaise kare Hello friends aj is post me mobile banking se recharge kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Online mobile recharge karna bohot aasan hai or isse bohot fast mobile recharge kar sakte hai, online mobile recharge karne ke liye ham ATM CARD, NET BANKING or MOBILE BANKING ka use kar sakte hai or apne mobile ko recharge kar sakte hai. Mobile banking se recharge karna bohot aasan hai yadi hamare Bank account me balance hai to ham mobile banking se apne mobile ko kabhi bhi or kahi bhi recharge kar sakte hai, mobile banking se recharge karne ya other transaction karne ke liye sabse important hai ki hamare bank account me mobile banking start ho yadi mobile banking start hai to ham recharge kar sakte hai.          Mobile banking kese use kare hamare sath kabhi kabhi yesa hota hai ki ham yesi jagah par hote hai jaha par network problem hoti hai jisse net bhi bohot slow hota hai or net banking ka use nahi kar pate par yese me yadi hama

Adsense auto ads kya hai or use kaise kare

Image
Adsense auto ads kya hai use kaise kare Hello friends aj is post me AdSense auto ads use kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Google AdSense ke bare me to ap jante hi honge AdSense me ham apni website monetize karke apni website se earning kar sakte hai, google AdSense me 2018 me ek new feature aaya hai auto ads aj ham is post me google AdSense ke auto ads feature ke bare me janenge. Auto ads google AdSense ka ek bohot achha feature hai, isme sirf ek ad unit ki madad se ham apne layout me alag alag place me alag alag type ke ads show kara sakte hai or AdSense se achhi earning kar sakte hai.         Apni pasand ke AdSense ads show kese kare Auto ads feature ke aajane ke bad hame layout me alag alag place me ads code add karne ki jarurat nahi padegi or na hi ads optimization karne ki jarurat padegi auto ads ki madad se adsense hamari website ko automatic analyze karega or jis place me jis type ka ads suitable hoga us type ka ads automatic show ho jayega. Auto a

Mobile screen lock kaise tode

Image
Mobile screen lock kaise tode Hello friends aj is post me android mobile ka screen lock kaise todte hai iske bare me bata raha hu. Android mobile me ham apna bohot sara data save rakhte hai or sabhi log dusro ke mobile kya kya hai dekhna chahte hai or ham apne personal data or mobile ki security badhane ke liye mobile me screen lock set kar dete hai, uske bad without password koi bhi hamare mobile ko access nahi kar pate hai. Data or mobile ki security ke liye mobile me screen lock alag alag type ke ho sakte hai, pattern lock, pin, password etc ki madad se ham apne mobile ki screen ko lock kar sakte hai or apne data or mobile ko secure kar sakte hai.         Mobile number blacklist me add kaise kare Mobile screen lock add karne se ham apne data ko save to kar lete hai par bar bar screen lock open karne se aas pas ke lock hamara password jan jate hai, jab koi hamara password jan jate hai to ham apne password ko change karna padta hai or new password set karna hota hai

Whatsapp me custom ringtone use kaise kare

Image
Whatsapp me custom ringtone use kaise kare Hello friends aj is post me whatsapp me custom ringtone set kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Whatsapp ek bohot achha chat app h jisse ham sabhi se chat se bat karte hai or hamare whatsapp me bohot sare contact or groups bhi hote hai ham sabhi groups me ya contact me custom ringtone use kar sakte hai, par pehle jan lete hai ki custom ringtone kya hai. Custom ringtone kya hai - Custom ringtone whatsapp ka ek yesa feature hai jiski madad se ham apne whatsapp contact or whatsapp group me alag alag ringtone set kar sakte hai. Hamare whatsapp me bohot sare contact or bohot sare groups bhi hote hai or groups me regular message aate rehte hai or hame bar bar whatsapp open karke dekhna padta hai ki message group me aaya hai ya kisi friend ne kiya hai, par yadi ham bar bar whatsapp open karke nahi dekhna chahte to ham custom ringtone ka use kar sakte hai.        Mobile number blacklist me add kaise kare Custom ringtone f