Posts

Showing posts from March, 2018

Google form kya hai or website ke liye form kaise banaye

Image
Google form kya hai or website ke liye form kaise banaye Hello friends aj is post me google form kya hai or apni website ke liye form kaise banate hai iske bare me bata raha hu. Online information receive (collect) karne ke liye form bohot important ho gaya hai form ki madad se ham ek hi time me multiple users se data (information) receive kar sakte hai, form ka use feedback, online serve, contact, registration, event registration etc ke liye kiya jata hai aage badhne se pehle jan lete hai google form kya hai kese kam karta hai. Google form kya hai - Google form ek yesa platform hai jaha par ham free me apna form create kar sakte hai, google form create karne ke bad ham form ko online, social media, emails ke through share kar sakte hai or aasani se apne form me response pa sakte hai. Google form ek easy and simple tool hai yaha par koi bhi personal or professional work ke liye aasani se form create kar sakte hai, google form tool ka use or form banane ke liye kisi b

Google map me address add kaise kare

Image
Google map me address add kaise kare Hello friends aj is post me google map me apna address kaise dalte hai iske bare me bata raha hu. Friends lagbhag sabhi log chahte hai ki hamara address, shop address google map me show ho taki jab bhi koi google map me hamara address ya shop address search kare to aasani se mil jaye yadi ap bhi apna address google map me add karna chahte hai to me aj apko bohot achhi or easy trick batane bala hu jisse ap aasani se apna address google map me add kar sakte hai. Google map me ham koi bhi address free me add kar sakte hai or iske liye hame kisi ko paise dene ki jarurat bhi nahi hai ham khud se bhi apna address or shop address google map add kar sakte hai, google map me address add karne ke bad koi bhi hame google map me aasani se find kar payenge. Map me address add kyon kare -  Google map me apna address kyon add kare iske liye Me yaha par apko bohot achha example bata raha hu jisse apko lagega ha add kar dena chahiye.          Go

Perfect guest post kaise likhe

Image
Perfect guest post kaise likhe Hello friends aj is post me perfect guest post kaise likhe iske bare me bata raha hu. Sabhi bloggers apne blog me traffic badhane ke liye sabh kuchh karte hai jo kar sakte hai or apne blog traffic or ranking increase karne ke liye other blogs par guest post bhi karte hai, guest post se hamare blog ka promotion ho jada hai other blog se traffic aajata hai or guest post se other blog se backlink bhi mil jata hai. Guest post kya hai - Guest post vo post hoti hai jo ham kisi other blog ya website par karte hai jisse hamare blog me other blog se backlink or traffic mil jata hai jisse hamare blog ki ranking me madad mil jati hai or hamara blog or website fast growth karne lagti hai. Guest post se backlink increase karne ka ek bohot achha idea hai or jada tar bloggers backlink ke liye hi dusri website me guest post karte hai taki other website se aasani se backlink mil sake, guest post se backlink to milta hi hai sath sath hamare blog ko other

Facebook Creator Kya hai or Facebook Creator Account Kaise Banaye

Image
Facebook Creator Kya hai or Facebook Creator Account Kaise Banaye Hello Friends  aj hm apko Facebook Creator kya Hai iske bare me batane wale hai or Facebook Creator account kaise Banate hai Facebook Creator account ke kya Fayde he iske bare me puri jankari batane wale hai. Youtube bahut hi popular video playlist platform hai par filhal YouTube ki terms and conditions change ho rahi hai isse YouTube partner ko bahut lose ho raha hai kai YouTuber ki monetizing disable ho gayi hai or abhi YouTube me 1k subscribe or 4000 hours ka rules Hai Jo ki video creator ke liye bahut bada challenge hai. Video creator ke liye bahut acchi news Hai world ka top 1 social network Facebook bhi ab YouTube ki tarah video upload or monetize ka feature launch kar chuka hai ye program new launch Hai so abhi iski privacy bhi bahut jyada stick nahi hai agar ap video creator hai to ap YouTube ki tarah Facebook Creator account bana kar video upload se bahut acchi earning kar sakte ho. FACEBOOk CR

Facebook mobile number hide kaise kare

Image
Facebook mobile number hide kaise kare Hello friends aj is post me facebook mobile number hide kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Facebook users jab Facebook id (profile) create karte hai to facebook id create karne ke liye email id (gmail id) or mobile number ka use karte hai par email se jada mobile number ka use karke Facebook id create ki jati hai yese me jis mobile number use karke id banayi jati hai vo number hamari profile me show karta hai jisse koi bhi hamara mobile no. Dekh sakte hai jisse hamare pas Facebook friends and spam calls aane lagte hai. Facebook me add number hide kyon kare - Facebook id mobile number se create karne par hamara mobile number Facebook profile me show karne lagta hai jab koi facebook users hamare profile me about me click karte hai to about me hamara mobile number bhi show karne lagta hai or kuchh log yese hote hai jo Facebook id se number nikal ke calls karne lagte hai jisse kai bar users paresan ho jate hai, par yadi ham nahi ch

Whatsapp chat popup start kaise kare

Image
Whatsapp chat popup start kaise kare Hello friends aj is post me whatsapp chat popup kya h or whatsapp chat popup start kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Whatsapp me chat popup ek bohot achha feature hai iski madad se ham msg aane par bina whatsapp open kiye message dekh sakte hai or sath hi bina whatsapp open kiye message ka reply bhi kar sakte hai to chaliye friends aage badhne se pehle chat pop-up kya hai iske bare me jan lete hai. Whatsapp chat popup kya hai -  Whatsapp chat popup ek popup window hoti hai jisme whatsapp me aaye huye msg show hote hai, whatsapp chat popup window msg ane par apne ap open ho jati h or msg show ho jata hai or vahi se ham reply bhi kar sakte hai, whatsapp chat popup window sirf on screen me hi show hoti hai yadi hamare mobile ki screen off ho ya lock ho to pop-up window open nahi hoti hai, popup window only on screen me show hoti hai. Yadi ham apne mobile me Facebook use kar rahe hai or hamare whatsapp me koi msg aya to hamar

Full size web page screenshot kaise nikale

Image
Full size web page screenshot kaise nikale Hello friends aj is post me kisi website ya kisi bhi web page ka full page screenshot kaise nikalte hai iske bare me bara raha hu. Screen shot kya hai iske bare me to sabhi jante hi hai screenshot feature ki madad se ham apne mobile or computer screen me jo bhi open hota hai uski photo click kar sakte hai ise screenshot bhi bolte hai, or screen shot ko ham kahi bhi photo jese share or use kar sakte hai. Normally jab ham mobile me ya computer me screen shot nikalte hai to mobile or computer screen me jitna bhi page show hota hai sirf utna hi screen shot nikalta hai, par yadi hame kisi website ka pura screen shot nikalna ho to hame uske liye screen scroll karke ek se jada screen shot nikalna padta hai tab pura web page ka screen shot nikalta hai.         Google account me recovery email set kaise kare Normally ham apne mobile se ya computer se full page screen shot nahi nikal pate hai par yadi ham online tool ka use kare to ha

Google account me recovery email set kaise kare

Image
Google account me recovery email set kaise kare Hello friends aj is post me Google account me recovery email id set kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Google account me recovery gmail ya email id add (set) hona bohot jaruri hoti hai recovery email id ki madad se ham apne google account me recovery option badha sakte hai or apne google account ko aasani se recover kar sakte hai google account me ham 2 recovery option set kar sakte hai phone or email isse hame account recovery karte time aasani hoti hai. Recovery email kya hai - Google account me 2 type ke recovery option hote hai 1st phone recovery ye option google account me pehle se hi setup hota h or 2nd option hota hai email recovery ka ye option un logo ke liye hota hai jo 2 gmail id ya usse adhik use karte hai  recovery option ki madad se hame password or apne google account ko recover karne me aasani hoti hai. Google account me jab ham apna mobile number add karte hai to hamara mobile number automatic h

Blog ke liye analytics account kaise banaye

Image
Blog ke liye analytics account kaise banaye Hello friends aj is post me apne blog or website ke liye analytics account kaise banate hai iske bare me bata raha hu. sabhi blogger chahte hai ki apne blog me ane bale traffic ke bare me jane jese kaha se arahe hai, kitne visitor real time online hai, kis browser ka use kar rahe hai or konsi post me jada interested hai ye sabhi janna chahte hai, yadi ap bhi apne blog me aane bale visitors (traffic) ke bare me janna chahte hai to google analytics use karke apni website me aane bale visitors kr bare me jan sakte hai. Analytics me ham apne blog or website ki real traffic dekh sakte hai, blogger me apne dekhe honge sahi sahi traffic or Page view show nahi karta hai par yadi ham google analytics ka use kare to apne blog ki real traffic ke bare me jan sakte hai and isme hame or bhi bohot sare features mil jate hai jinko achhe se use karke or analyze karke apne blog ki traffic increase kar sakte hai. analytics kya hai -  analytic