Posts

Showing posts from July, 2018

Adsense Ad balance kya hai, ad balance use kaise kare

Image
Adsense Ad balance kya hai, ad balance use kaise kare Hello Friends Reehinditrick par Mera 1st guest post hai Aur mere 2 website hai ek Hindi Aur ek Bangla mein. Storybabu.in isme tech post Aur stories Publish Kiya jata hai Jo Hindi Languave mein hota hai. Digital hindi blog  isme tech post publish kiya jata hai jo hindi language me hota hai. Google adsense par kuch time pehle ek new feature aya hai jo ad balance ka hai. Kya aap jante hai ad balance se hum apni adsense ki earning badha sakte hai kya aap janna chahte hai toh aapko iss post ko pura padhna hoga tabhi aap ad balance se adsense ki earning badha sakte hai. Ad Balance Feature Kya Hai Ad balance adsense ka ek yesa feature hai jiska use se site me best performance ads par focus kar sakte hai or jisse adsense revenue ko improve kar sakte hai, saral words me samjhe to ad balance ka use karne ke bad adsense hamari website me jada click hone bale or high paying ads ko show karne lagta hai or low paying or k

Blogger blog se backlink kaise banaye, Comment your link blogger blog

Image
Blogger blog se backlink kaise banaye, Comment your link blogger blog Hello friends aj is post me blogger blog se backlink kaise banate hai iske bare me bata raha hu. Backlink kya hai iske bare me to ap sabhi jante hi honge yadi nahi jante hai to don't worry iske liye mene pehle hi '' backlink kya hai or iske benefit kya hai '' iske liye post likh chuka hu is post ko read karke ap backlink ke bare me jan sakte hai. Sabhi blog or wesite ke backlink bohot important hota hai ye jitna high quality ka hoga hamare blog ko utna hi jada benefit hoga, sabhi bloggers or website owners backlink banane ke liye bohot jada mehnat karte hai taki jald se jald blog rank ho jaye. Backlink create karne ke bohot sare tarike hai jisse ki ham apne blog ke liye link build kar sakte hai or aj me is post me blogger blog me comment kar ke backlink kaise banate hai iske bare me bata raha hu.         Blogger blog ki loading speed increase kaise kare Jesa ki ap sabhi jante

gallery vault app top 3 features secure your personal data

Image
gallery vault app top 3 features secure your personal data Hello friends aj is post me gallery vault app ke top 3 features ke bare me bata raha hu. Friends gallery vault app ke bare me to ap jante hi honge gallery vault app ki madad se ham apne data jese personal video or photo ko hide kar sakte hai jisse ki hide kiye gaye images or videos gallery or file manager me show nahi hoti hai. Gallery vault app me 3 yese feature hai jo users ke liye bohot jada use full hai unki madad se hide kiye gaye data ko or bhi jada secure bana sakte hai isliye ye features bohot important hai. Gallery vault app ke best 3 feature - Gallery vault app me bese to bohot sare feature hai par aj me 3 feature ke bare me bata raha hu jinke use se ham apne data ko or jada secure kar sakte hai. 1. Hide icon - Gallery vault app ka hide icon feature bohot hi achha feature hai iski madad se ham apps menu se gallery vault app ke icon ko hide kar sakte hai, jab kisi ko app dikhega hi nahi to app ope

Adsense ad review center kya hai or Ad Review use kaise kare

Image
Adsense ads review center kya hai or Ad Review use kaise kare Hello friends aj is post me adsense ads review center kya hai or adsense me ad review feature ko use kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Adsense me kuchh yese features available hai jinki madad se ham apni adsense earning ko boost kar sakte hai or adsense se achhe khashi earning kar sakte hai, aj ham adsense ke yese hi ek feature ads review center ke bare me bata raha hu jiski madad se ham apni adense earning ko increase kar sakte hai. Sabhi adsense use karne bale bloggers chahte hai ki ham adsense ads se achhi cpc mile taki ham jada se jada paise kama sake or adsense cpc badhane ke liye bohot se kam karte hai unme se hi ek kam ye bhi kar sakte hai ki ham apne adsense me ads review center ko enable karke iska use kar sakte hai or ise use bhi kar sakte hai. Bohot sare adsense users ke man me akasar bohot sare questions aate rehte hai jese ki kya adsense me kisi ads ko block kar sakte hai, kya apni pasa

Gallery vault app me fake screen or password kaise banaye

Image
Gallery vault app me fake screen or password kaise banaye Hello friends aj is post me gallery vault app me fake screen kaise create karte hai iske bare me bata raha hu. Gallery vault app ke bare me to ap jante hi honge yadi nahi jante to don't worry me apko iski thodi information de deta hu, gallery vault app ek yesa app hai jisme ham aasani se apne personal videos or photos ko hide kar sakte hai or bohot sare users is app ka use bhi karte hai or apne private videos or photos ko hide karte hai. Gallery vault app hamesha apne app me new new experiment karte rehte hai or apne users ke liye achhe achhe features late rehte hai or aj ham yese hi ek achhe feature ki bat karne bale hai jiski madad se ham gallery vault app ke andar ek fake screen create kar sakte hai, isse pehle ki ham post me aage badhe chaliye thoda iske bare me or jada jan lete hai or uske bad iske setup ke bare me janenge. Gallery vault app me fake screen kya hai -   Gallary vault app me fake screen

Blogger blog ki loading speed increase kaise kare

Image
Blogger blog ki loading speed increase kaise kare Hello Friend mera name Raghuveer Charan hai or me https://www.helpgurugroup.com wabsite ka CEO hu aj me apko reehinditrick par blog ki loading speed increase karne me bare me kuch important step batane wala hu jisse Ap bahut aasaani se apne blog ki 75℅ tak ki speed bada sakte ho. Agar Ap blogger par ho to apka blog google par hosted hota hai jispar pura control Google ka hota hai par kai vajah se apka blog slow ho sakta hai par agar Ap kuch step follow karo to Ap apne blogger blog ki speed  bhi bahut aasaani se bada sakte ho WordPress me page speed  badane k liye Ap plugin use kar sakte ho babut sare plugin hai Jo wp site ki speed improve karte hai par aj hm blogger blog ki speed improve karne ke bare me batayege. Blog or website ki loading speed fast hona bohot hio jaruri hai kyonki search engine me first ranking ke liye ye bohot hi important hai, yadi hamari website ki loading speed fast hogi to hamara blog bhi sear

Kisi Bhi LED TV ko Smart TV Kaise Banaye

Image
Kisi Bhi LED TV ko Smart TV Kaise Banaye Hello friends aj is post me kisi bhi led tv ko smart tv kaise bana sakte hai iske bare me bata raha hu. New technology sabhi sabhi ko pasand hoti hai or ho hi kyun na new technology hamesha hi old version ka ek advance version hota hai or unme new new features hote hai jisse ki users unki taraf or bhi jada attractive hote hai or aj ham yese hi ek new technology smart tv ke bare me bat karne bat karne bale hai. Jab starting me led tv aayi thi to led tv sirf or sirf ek simple tv thi jise ham dvd player, setup box, dth etc se jod kar tv dekh liya karte the par abhi jo led tv aa rahe hai vo smart tv arahe hai to users bhi alag alag ideas ki madad se apne old led tv ko hi smart tv me convert karna chahte hai to me apko batana chahunga ji ha ham bilkul yesa kar sakte hai par pehle jan lete hai smart tv kya hai. Smart TV kya hai -   Smart tv ek yesa tv hota hai jisme normal tv ke sabhi features ke sath internet connection bhi availab

Mobile app me fake crash dialog box set kaise kare

Image
Mobile app me fake crash dialog box set kaise kare Hello friends aj is post me android mobile apps me fake crash dialog box open kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Sabhi mobile users apne mobile ko safe rakhne ke liye bohot sare kam karte hai taki koi mobile ko use na kar sake, mobile ko safe rakhne ke liye users mobile me screen lock set karte hai or apps lock bhi use karte hai taki kisi ko screen lock pata chal jaye to bhi apps use na kar paye is liye apps lock use karte hai. Aj ham is post me mobile app ko or jada secure karne ke liye ek or security ke bare me janenge jisko use karke ham apne mobile app opening time me ek fake crash dialog box show kara sakte hai taki koi hamare app ko open na kar paye. Fake crash dialog box kya hai - Fake crash dialog box mobile app ki extra security feature hai iski madad se ham app opening time me ek app crash ka fake dialog box show kara sakte hai jisse users app ko use nahi kar pate hai fake crash dialog box ko disgui