Posts

Showing posts from July, 2017

Youtube channel playlist me video add kese kare

Image
Youtube channel playlist me video add kese kare  Hello friends aj is post me YouTube channel me video ko play list me add kese karte h iske bare me bata raha hu YouTube channel me playlist ka kya use h iske bare me to ap jante hi honge play list ka use se ham hamare youtube channel ke videos ko category se set kar sakte h Jese ham blog me category set karte h or jab kisi ko koi video dhundhna hota h to category me jakar find kar sakte h category me jis type ke ya category post dekhna chahte h dekh sakte h usi type se ham youtube channel me bhi videos ko playlist ka use karke sabhi videos ko category me set kar sakte h         YouTube channel analytics se connect kese kare Example - Yadi apke youtube channel me 2 playlist h internet or facebook to ap facebook playlist me facebook se related videos add karenge or jab koi apke channel me aayenge or unko Facebook se related videos dekhna h to facebook playlist choose kar sakte h or sabhi facebook se related videos dekh sak

Facebook me color full comments kese kare

Image
Facebook me color full comments kese kare Hello hello friends aj is post me Facebook me color full comments kese karte h iske bare me bata raha hu Friends Facebook ek bohot hi popular social media h ap bhi Facebook jarur use karte hoge or kahi na kahi ap color full post ya color full comments dekhe honge or ap bhi color full comments karna chahte hoge Friends apne dekhe honge sabhi comments word black show hote h par yadi apka comment word color full dikhai dega to apka comment sabse different dikhai dega or sabhi ka dhyan apki comment par jarur jayega         Facebook email login alert start kese kare Facebook me color full comment karne ke liye hamare pas koi option nahi hota h ham facebook me kuchh code ka use karke facebook me colorful comments kar sakte h to chaliye dosto start karte h Facebook me color full comments kese kare - Facebook me color full comments karne ke liye ap niche bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi Facebook me col

Google drive kya h or use kese kare

Image
Google drive kya h or use kese kare Hello friends aj is post me google drive kya h or google drive ko kese use karte h iske bare me bata raha hu Yadi ap yesi jagah par apne important chize rakhna chahte h jaha se ap kabhi bhi or kahi bhi nikal sakte h or na hi chori jone ka dar ho or na hi kahi gum jane ka khatra ho to ap google drive ka use kar sakte h         Google account se connected app or site check kese kare Google drive kya h - Google drive google ki cloud storage service h google is service se online 15 GB ka cloud space free provide karta h Google drive google ki service h to ham is me trust kar sakte h or apne important files upload kar ke save kar sakte h        Google account device activity check kese kare Google drive ki madad se jin ke mas gmail (google) account h unko google free me 15 Gb ki online cloud storage space deta h jo normally use ke liye bohot hoti h par yadi hame 15 GB se jada storage ki jarurat h to ham google drive service ko upgrade

Google account se connected app or site check kese kare

Image
Google account se connected app or site check kese kare Hello friends aj is post me google account se connected apps or site check or remove kese karte h iske bare me bata raha hu Kabhi kabhi yesa hota h ki ham kuchh app or sites me google+ profile se signup or signin kar lete h jisse vo sabhi apps or sites google account se connect ho jate h Google account se connect hone ke bad sabhi apps or sites google account ka access mil jata h or hamare Google account ko access karte h         Google account device activity check kese kare Yahi mara un sabhi apps or sites se work end ho gaya h to un apps or site ko hame google account se remove kar dena chahiye aj is post me google account ko access kar rahe apps or site ko check karna or remove karna bata raha hu Google account se connect app or site remove kyon kare - Friends jab ham kisi bhi apps or site ko google+ se login ya sign up karte h to ham us apps or website ko google account ka access bhi de dete h Yese me

AdSense account me multiple site add kese kare

Image
AdSense account me multiple site add kese kare Hello friends aj is post me AdSense account me me multiple blog/website kese use kare uske bare me bata raha hu Yadi ap AdSense account use karte h to apko pata hi hoga 1 person sirf 1 hi adsense account use kar sakta h yadi kabhi kar lete h or dhoke se adsense ko galat lagta h to apke adsense account ko block kar sakte h Yadi apke pas 2 website/blog h to apko dono blog or website ke liye adsense account approved karane ke ki jarurat nahi ham apne ek hi AdSense account ko dono me use kar sakte h          Adsense account name or address change kese kare Ap to jante hi hoge ki AdSense account approve karana kitna muskil kam h or yese me hame do website ke liye approved karana ho to bohot muskil ho jata h isi liye ham ek adsense account ko multiple websites me use kar sakte h Adsense me multiple site use karne ke liye terms and  conditions -  Friends new ya fir other website me AdSense ads code use karne se pehle adsense t

Blog me Facebook page add kese kare

Image
Blog me Facebook page add kese kare   Hello friends aj is post me blog me facebook like box kese add karte h iske bare me bata raha hu Yadi apke pas blog/website h to apne apne website/blog ko promote karne ke liye apne blog ke liye facebook me page jarur create kiye hoge facebook ek blog website ko promote karne ke liye use kar sakte h Hamare blog me har roz alag alag visitors visit karte h or unko yadi hamara blog/website pasand karte h to hamare facebook page se bhi judna chahte h         Godaddy domain blog me add kese kare Yadi hamne blog/website me facebook like page ko link nahi kiye h to visitor ko hamara page Facebook me jakar search karna hoga or bohot bar mil bhi nahi pata to yese me kuchh visitors hamare facebook page ko like nahi kar pate Par yadi hamne apne blog me facebook ka page add kar rakha h to koi bhi visitors direct blog se hi hamare page ko like kar sakte h blog me facebook page add karne ke liye ham widget ka use karte h or widget ko footer

Godaddy domain blog me add kese kare

Image
Godaddy domain blog me add kese kare Hello friends aj is post me blogger blog me godaddy domain add kese karte h iske bare me bata raha hu Friends yadi apka blog blogger me h to ap apne blog me custom domain use karna chahte hoge jisse apka site url achha dikhe or sort ho jaye Yadi apne apne blog ke liye godaddy se domain le liye h to ap is post ko follow kare yadi nahi liye h to ap pehle domain registrar kar lijiye uske bad is post ko follow kare        Mobile se blogging kese kare important tips Blog me custom domain add karne ke se blog url apni pasand ka ban jata h or domain bhi apni pasand ka ban jata h isse blog url hame or hamare blog visitors ko bhi thik se yad rehta h to chaliye dosto ab godaddy se registered kiya domain ko blog me add karte h Godaddy domain blog me kese lagaye - Godady se registered kiya domain blog me add karne ke liye apko niche bataye gaye sabhi steps ko thik se follow karna hoga to chaliye dosto start karte h 1. Sabse pehle blogger.

Facebook email login alert start kese kare

Image
Facebook email login alert start kese kare Hello friends aj is post me me apko bataunga ki facebook id me email login alert start kese karte h iske bare me bata raha hu Friends sabhi log apne account ko safe or secure rakhna chahte h isi liye bohot se log apne account ko sabhi security rules ko follow karte h jese,facebook login alert, Facebook email alert , tew step verification ye sabhi security ke option ko on rakhte h Aj me is post me facebook email login alert ke bare me bata raha hu jisse apko aasani se pata chal jayega yadi koi apka Facebook account access karenge to        Facebook page me tab add or customize kese kare Facebook email login alert kya h -  Facebook login alert ka use karne se jab bhi hamara facebook account login hota h to hame hamari register mail id me login alert mail ajata h jisse hame pata chal jata h ki hamara account kahi or login hua h or ham apne account me fast action kar sakte h Facebook email login alert ki sabse badi khas bat h

Google account device activity check kese kare

Image
Google account device activity check kese kare  Hello friends aj is post me google account device activity check kese karte h iske bare me bata raha hu Google account device activity kya hoti h ye to ap jante hi hoge google account me device activity check karne se pata chalta h ki hamara google account kon kon se device me on h or kis kis device me active hua h Jab bhi hame lagta h ki kahi hamara Google account hack to nahi ho gaya to ham sabse pehle check karte h ki kahi hamara account kisi other device me open to nahi hua h yadi hua h to ham jaldi se apna password change kar sakte h        Gmail me kisi bhi mail ko block kese kare Bohot bar hame pata bhi nahi hota ki kon kon se device me hamara Google account active h yese me ham google account device activity me jakar check kar sakte h ki hamara mobile current me kon kon se device me active h or isse pehle kon kon se device me active tha Yadi apka google account kisi other device me on h to google account se h

Mobile se blogging kese kare important tips

Image
Mobile se blogging kese kare important tips Hello friends aj is post me mobile se blogging kese kare iske bare me kuchh important tips bata raha hu Bohot se blogger yese h jo mobile se hi blogging karte h or me bhi unme se ek hu par kuchh bloggers ko mobile se blogging karne me thoda paresani hoti h to aj me is post me kuchh tips share kar raha hu jisse ap mobile se blogging ko aasan bana sakte h Bohot se blogger ke pas pc or lappy nahi hota h to mobile se hi blogging start kar dete h par starting me mobile se blogging karne me bohot paresani hoti h to apko ye post read karne ke bad bohot sari problem solve ho jayegi        Blog home page setting kese kare Me aj is post me bata raha ku ki me ReeHindiTrick ko mobile se kese manage karta hu or kon kon se apps use karta hu uske bare me share kar raha hu jisse apko mobile se blogging karne me bohot help mil sakti h Friends me ye nahi bol raha hu ki ham bina pc/lappy aasani se kar sakte h mobile se blogging start karna co

Blog home page setting kese kare

Image
Blog home page setting kese kare Hello friends aj is post me blog me home page setting kese karte h iske bare me bata raha hu Blog home page setting bohot important hoti h isse hi ham apne blog design ko achha look kar sakte h yadi ham blog homepage ki setting nahi karte h to blog look thik se nahi dikhta jisse blog home page look na hame pasand aata h or nahi visitors ko pasand aata h Home page setting karne se ham blog home page ke kuchh option hide or add kar dete h jisse hamara blog achha dikhne lagta h        Blog me comments form message add kese kare Yadi ham chahe to blog homepage setting se post ke niche kuchh option add kar sakte h jese post me kitni comments h, post ko kisne published kiya, post published karne ka time, etc ham post ke niche blog home me show kara sakte h to chaliye friends start karte h Blog home page setting kese kare - Blog home page setting karne ke liye liye apko niche bataye gaye sabhi simple steps ko thik se follow karna hoga to c