Posts

Showing posts from October, 2017

Youtube channel delete kaise kare

Image
Youtube channel delete kaise kare Hello friends aj is post me YouTube channel delete kese karte h iske bare me bata raha hu Youtube me yadi hame video upload karna hota h to hame YouTube me ek channel create karna hota h jisme ham apne video upload karte h Par kabhi kabhi yesa hota h ki ham apne ek id se kuchh jada hi YouTube channels create kar lete h yese me ham chahte h ki kuchh channels jo ham use nahi kar rahe h unko delete kar dete h           Youtube channel me multiple gmail id add kese kare Ham chahe to YouTube channel ko delete kar sakte h par new user ko ek dar hota h ki kahi channel ke sath sath google account to delete n ho jaye to badi problem ho jayegi aj me apko is post me step by step YouTube channel ko delete karna bata raha hu Yadi ap apna YouTube channel permanently delete karna chahte h to ap is post ko continue kare isme me bohot hi simple steps bata raha hu jiski madad se ap apne channels ko permanently delete kar payenge Youtube channe

Youtube channel me multiple gmail id add kaise kare

Image
Youtube channel me multiple gmail id add kaise kare Hello friends aj is post me YouTube channel me multiple (ek se adhik) gmail id add kese kare iske bare me bataya hu Apke pas bhi ek se adhik gmail id jarur hogi or yadi apke pas bhi ek YouTube channel h to ap bhi apne channel ko alag alag id se manage karna chahte honge Kyonki hamare pas alag alag device hote h or alag alag device me hamari alag alag id login hoti h or ham chahte h ki bina log out kare ham dono gmail id se hamara channel manage kar pate to ham yesa bikul kar sakte h            YouTube channel art me link kese add kare YouTube channel me multiple gmail id set kar sakte h or alag alag google account se ek channel ko manage kar sakte h to chaliye dosto start karte h or apne channel me multiple gmail id set karte h YouTube channel me multiple id set kar ke ham apne kam ko thoda aasan bana sakte h or apne channel ko alag alag id se manage kar sakte h, channel me login hone ke liye bar bar alag alag

YouTube channel art me link kaise add kare

Image
YouTube channel art me link kaise add kare Hello friends aj is post me YouTube channel art ke niche link kese add karte h iske bare me bata raha hu Apne bohot se channels dekhe honge jinke channel art ke niche kuchh link add rehti h or ap bhi apne channel me link add karna chahte h to ap aj sahi post par aaye h Youtube channel art ke niche ham 5 link add kar sakte h or baha par apni website or social media ke link add kar sakte h jo log hamare channels ko pasand karte h vo social media se aasani se connect ho sakte h         YouTube channel subscribers hide kese kare Website ka link add karne se hamari website ko bhi fayda mil jata h jin ko hamare video pasand aate h vo or post padhne ke liye hamari website me visit kar sakte h or sath me hame YouTube se high quality backlink bhi mil jata h Ham youtube me kisi bhu type ki web link apne YouTube channel me add kar sakte h par apko ye jarur para hona chahiye ki jis link ko ham sabse pehle add karte h vo link ka tit

Net banking password recover kaise kare

Image
Net banking password recover kaise kare Hello dosto aj is post me net banking password forgot kese karte h iske bare me bataya hu Yadi ap net banking ka use karte h to apko pata hoga hi ki net banking ka password bar bar change karte rehna padta h or net banking me hard (kathin) password set karna padta h Par kabhi kabhi yesa ho jata h ki hard password set karne ke karan ham apna login password bhool jate h or fir ham apna net banking use nahi kar pate h          Net banking kya h net banking start kese kare Jab ham net banking ka password bhool jate h to hamare pas ek hi option hota h forgot password kare or apna password recover kar le yadi apne dhyan diye hone to apne dekhe honge ki net banking ka password forgot/recover karne ke liye kuchh hard steps hote h          Google my business account kese banaye Par jin logo ko sari steps thik se pata h or apne account ki sari details apke pas h to ap aasani se password recover kar sakte h par new users ke liye net ba

Net banking kya h net banking start kaise kare

Image
Net banking kya h net banking start kaise kare Hello friends aj is post me net banking kya h or kese start karte h iske bare me bata raha hu Apne mobile banking or net banking ke bare me to sune hi honge or ho sakta h ap inka use bhi karte honge yadi ap mobile banking ke bare me janna chahte h to ap ye post padhe "mobile banking start kese kare" or net banking ke bare me janne ke liye post continue kare Yadi hame bina bank jaye apne bank account ko access karna ho to important hota h hamare account me net banking enable ho net banking ki madad se ham apne account ko bina bank jaye access kar sakte h sabse pehle jan lete h net banking kya h Net banking kya h - Net banking bank se provide ki jane bali service h jisse bank account user internet ki madad se kahi bhi or kabhi bhi kisi bhi device me apna bank account ko access kar sakte h or apne bank account ki pal pal ki khabar rakh sakte h vo bhi free me            Mobile banking se pese transfer kese kare

Facebook messenger me secret chat kaise kare

Image
Facebook messenger me secret chat kaise kare Hello friends aj is post me Facebook messenger ke secret conversation ke bare me bata raha hu Bohot sare log facebook Messenger use karte h or apne friends, family se bohot sari bate bhi karte h par yadi ap kisi se yesi bat karte h jo ki ap chahte h vo automatic hi delete ho jaye to ap yesa kar sakte h Facebook messenger ke secret conversation feature ki madad se ham apne send kiye jane bale massage me time set kar sakte h ya saral words me kahe to ham apne massage me expire time set kar ke massage send kar sakte h           Facebook account block hone se kese bachaye Yadi ham massage me 10 second ka time set kar ke massage send karte h to jese hi ham massage send karte h or massage send hone ke 10 second ke bad hamara send hua massage automatic hi delete ho jata h Facebook messenger ke secret conversation feature ko secret chat bhi bolte h ye facebook messenger ka ek bohot achha feature h jiski madad se ap apne send

WordPress website banane ke bad kya kare

Image
WordPress website banane ke bad kya kare Hello friends aj is post me WordPress me blog banane ke bad kya kya kare iske bare me bata raha hu Yadi apne abhi abhi WordPress website create kiye h to me aj apko bataunga ki website banane ke bad kya kya karna important hota h jisse hamari website achhe se chal sake Aaksar jab ham new website create karte h to samjh nahi aata h ki ab kya setup kare par aj is post me apko bohot sari jankari mil jayegi ki kya kya setup karna important hota h jisse ap aasani se apni website me setup kar paoge           WordPress permalink setting kese kare Website create karne ke bad sabse pehla kam hota h ki apni website ko thik se setup kare taki jab ham apni website ko launch kare jada se jada log hamari website blog ko padand kare or hamari website me bar bar visit karna chahe WordPress blog banane ke bad kya kare -  Website banane ke bad kya karna chahiye iske liye me apko kuchh point bata raha hu yadi ap vo sab setup apni website me t

Mobile banking se pese transfer kaise kare

Image
Mobile banking se pese transfer kaise kare Hello friends aj is post me mobile banking se payment kese karte h iske bare me bata raha hu Yadi apka bank account h to apne mobile banking or net banking ke bare me to suna hi hoga ya ho sakta h ap use bhi karte honge aj me apko is post me mobile banking se pese transfer karne ke bare me bata raha hu Jab bhi hame bank ka kuchh kam hota h jese ki kisi ke account me pese transfer karna ho to hame aaksar bank jana padta h or bank se pese transfer karna padta h            Mobile banking mpin or login password kese change kare Or kabhi kabhi to yesa bhi hota h hame bank me apna no. Aane tak bohot time lag jata h or uske chakkar me ham koi other kam bhi ni kar pate h par friends yadi ham chahe to mobile banking ki madad se kisi ko bhi bas kuchh hi minutes me pese transfer kar sakte h Mobile banking ke use karne se hame koi other apps jese paytm, freecharge, tez, airtel payment bank in sab app ke bina bhi ham aasani se mobile ba