Posts

Showing posts from December, 2017

Mobile se zip file unzip kaise kare

Image
Mobile se zip file unzip kaise kare Hello friends aj is post me zip file ko unzip kese karte hai iske bare me bata raha hu Zip or rar file kya hoti hai ap to jante hi honge zip file ka use ham bohot sari files ko ek file me compress kar ke rakhne ke liye karte hai jab ham internet se kuchh dawnload karte h to kuchh file hame zip me milti h or un file ko use karne ke liye pehle unzip karna hota h jese ki costom rom, template ye sab hamko zip file me dawnload karna padta h or jab ham inko use karna chahte h to pehle usko unzip karna padta h           Android mobile root kese kare Zip files ko ham unzip kiye bina use nahi kar sakte hai yadi ham zip ke undar compress kar ke rakhi gayi files ko use karna chahte hai to hame zip ko unzip karna bohot jaruri hota hai Zip file kya hai - Dosto jab ek se adhik file ko kisi ko net se ya email se kisi ko bheja jata h to un file ka size bada hota h or alag alag bhejna padta h lekin us file ko ek bar me bhejne or file ka size ka

blog post google me fast index kaise kare

Image
blog post google me fast index kaise kare Hello friends aj is post me blog post ko google search me jaldi kese laye iske bare me bata raha hu is post ki madad se ap bhi apni post ko jald hi search me jarur la payenge Sabhi blogger chahte hai ki blog ki post fast index ho or blog ki post jaldi se jaldi search results me show ho, jab ham apne blog par new post publish karte hai to post ko search result me show hone me thoda time lagta hai Jab ham apne blog par koi new post publish karte hai to hamari post bina kuchh kiye hi google search me show hone lagti hai par post ko search me aane me thoda time lag jata hai jisse post slow index hoti hai          Comment se do-follow backlink kese banaye Yadi apki koi trending post hai or vo post time me search result me show nahi hoti hai to apki organics traffic ka bohot jada nuksan ho jayega is liye sabse jada important yahi hai ki hamari post jald se jald search result me aaye Google search me post fast index karne ke l

Comment se do-follow backlink kaise banaye

Image
Comment se do-follow backlink kaise banaye Hello friends aj is post me comments ke through Do-follow backlinks create kese karte hai iske bare me bata raha hu Backlinks blog seo or blog ki rank badhane ke liye kitne important hote hai ap to jante hi hai yadi nahi  jante hai to don't worry " backlinks kya hai - benefit and types of backlinks " is post me apko backlinks ki puri jankari mil jayegi Website ke liye high quality backlinks create karne ke bohot sare raste hai jinse ham apne blog ke liye do-follow backlinks create kar sakte hai par aj me apko batane ja raha hu yesa idea jiski madad se ap comments se bhi do-follow backlinks create kar sakte hai Comments ke through do-follow backlinks create karna baki sabhi ideas se easy idea hai but apke mind me ek question to aata hi hoga ki. Comments se to no-follow backlinks milte hai to fir do-follow kese mil sakta hai            Backlink kese banaye - best way to increase backlink Comments ke through do-

Backlink kaise banaye - best way to increase backlink

Image
Backlink kaise banaye - best way to increase backlink Hello friends aj is post me backlink create kese kare or backlink banane ke best ways kon se hai iske bare me bata raha hu Backlink ke bare me to ap jante hi hai backlink kya hai - types and benefits of backlink is post ko padh ke ap backlink ke bare me jan sakte hai Pichhli post me ham backlink ke bare me jan gaye the ki backlink kya hai backlink se kya kya fayde hote hai yadi apne post nahi read kiye hai to ap link par click kar ke post read jarur kare uske bad is post ko continue kare Backlinks create karne ke bohot se ways hai jinse ham apni website ke liye backlinks create kar sakte hai or apni website ke backlinks ko increase kar sakte hai par hame website ke liye achhe or quality backlinks create karna hai           Search engine se link remove kese kare Website ke liye backlinks create karne ke liye apko backlinks ka thoda knowledge hona jaruri hai tabhi ap apni website ke liye useful backlinks create k

Backlink kya hai - types and benefit of backlink

Image
Backlink kya hai - types and benefit of backlink Hello friends aj is post post me backlink kya hai (what are backlink) backlink ke type or backlink se kya fayde hote hai iske bare me bata raha hu Yadi ap ek blogger hai to apko pata hi hoga ki backlink ya link building kya hote hai or yadi nahi pata hai to don't worry aj ham iske bare me thik se janenge ki backlink akhir hota kya hai or kis kam aata h Yadi ham apni website or blog me traffic increase karna chahte hai to website ki traffic increase karne ka sabse achha rasta yahi hai ki ham apne blog or website ka seo (search engine optimization) achhe se kare or apna seo increase kare          Search engine se link remove kese kare Website or blog ki traffic increase karne ke liye hame apne blog ka seo or rank increase karna hoga yadi hamari website ka seo or rank achha hoga to website me traffic automatic hi increase hogi to friend aj ham bat kar rahe hai backlink ki to me batate chalta hu ki website seo me backl

Android mobile root kaise kare

Image
Android mobile root kaise kare  Hello friends aj is post me android mobile root kese kare iske bare me bata raha hu Friends pichhli post me mene " mobile root karna kya hota h or rooted mobile ke kya kya fayde hote h " iske bare me bataya tha yadi apne post nahi padhe to link par click kare or post read jarur kare Apne android mobile ko root karna to suna hi honge or yadi apne pichhli post read kiye hai to apko root kya hai or rooted mobile ke fayde bhi pata ho gaye hai ham android mobile ko root karne ke bad usne kuchh bhi changes kr sakte h mobile me compny ki limit toot jati h or ham mobile ki system file tak chale jate h or mobile me kuchh bhi change kr sakte ya customize kr sakte h            Mobile font change kese kare Android mobile ko aksar bohot log mobile ko full roop se access karne ke liye root karte h jisse mobile me alag alag experiment kar pate h or kuchh yese kam kar pate h jo bina rooted mobile me nahi kar pate h Yadi ap bhi apna android