Posts

Showing posts from May, 2018

Facebook fake id kaise banaye

Image
Facebook fake id kaise banaye, create fake fb id Hello friends aj is post me facebook fake id create kaise karte hai iske bare me bata raha hu.   Friends kabhi na kabhi sabhi logo ko facebook fake id ki jarurat padti hai kuchh log apne dosto ko ullu banane ke liye banate hai to kuchh log kisi or other work ke liye par batanate jarur hai to aj me is post me Facebook fake id create karne ki full information share kar raha hu. Fake id ki jarurat jada tar new YouTubers or blogger ko hoti hai kyonki inko apne YouTube channel or blog ko promote karna hota hai taki jaldi se jaldi blog or channel famous ho jaye or jada se jada traffic milne lage or ye bat bhi sahi hai kisi bhi work ko promote karna bohot hi important hota hai tabhi work aage badhta hai par problems tab hoti hai jab jaldi jaldi Facebook account disable ho jate hai. YouTubers or blogger apne blog or channel ko promote karne ke liye bohot sare link Facebook profile me, Facebook group me, Facebook pages me or comm

Without mobile number unlimited gmail id create kaise kare

Image
Without mobile number unlimited gmail id create kaise kare Hello friends aj is post me without (bina) mobile number ke unlimited id kaise banaye iske bare me bata raha hu. Google account ek yesa account hai jo android mobile me hona bohot important hai ek google account se ham google ki alag alag service ko aasani se manage kar sakte hai or apne android mobile ko properly use kar sakte hai. Google account ko ham gmail account ya gmail id bhi bol sakte hai google service ko access karne ke liye gmail id ya Google account hona bohot important hota hai Google ki kuchh yesi bohot si services bhi hai jinko ham bina gmail id ya google account ke access nahi kar pate hai iske liye google account hona important hota hai. Google account create karne ke liye ya gmail id create karne ke liye mobile number important hota hai bina mobile no. Ke gmail id create karna bohot muskil kam hai, par yadi apke pas mobile no. Nahi hai ya fir ap bina mobile number ke Google account create kar

Government portal se online paisa kaise kamaye

Image
Government portal se online paisa kaise kamaye Hello friends aj is post me government portal se online paisa kaise kamate hai iske bare me bata raha hu. Government services yesi services hoti hai jin par sabhi work karna chahte hai or paisa kamana chahte hai kyonki government services trusted service hoti hai or dhoka dhadi nahi hoti hai or ham in par aasam se bina sak ke work kar sakte hai or paise kama sakte hai. Government portal kya hai or indian government ke best portal kon kon se hai inke bare me to ap jante hi honge yadi ap nahi jante hai to don't worry " government portal kya hai, best gov. Portal info in hindi " me ye post pehle hi likh chuka hu is post ko read karke ap government portals kya hai or best government portal kon konse hai inski jankari le sakte hai. Aj kl hamara lagbhag sabhi kam online ho jata hai chahe hame mobile recharge karna ho ya travel karne ke liye ticket book karna ho ya fir apne dosto se bat karna ho ye sab kam ham inter

Internet se online paisa kaise kamaye

Image
Internet se online paisa kaise kamaye Hello friends aj is post me internet se online paisa kese kama sakte hai iske bare thodi info share kar raha hu. Sabhi internet users chahte hai ki ham apni pocket money ke liye internet se paisa kamaye yadi ap bhi chahte hai online paisa kamana to aj ap sahi post me aaye hai. Internet se paise kamane ke bohot sare tarike hai jin par yadi achhe se work kiya jaye to ap bhi internet se paisa kama payenge, and ap jo bhi work online start karenge usme ho sakta hai starting me ap paise na kama paye par jese jese apka work badhega ap us work me old honge ap paisa kama bhi start kar payenge. Internet se paisa kamana aasan nahi hai or muskil bhi nahi hai yadi ap lagan se koi kam karte hai to uska fal apko jarur milega online earning ke liye apko achha work or thoda sabr karna hoga bad me ap bhi paisa jarur kama payenge.         Kaise Apne Photography Business Ko Instagram Par Promote Kare Sabhi log (all internet users) online paisa to

ReeHindiTrick.in me guest post kaise kare

Image
ReeHindiTrick.in me guest post kaise kare Hello friends aj is post me ReeHindiTrick website me guest post kaise kare iske bare me bata raha hu. Sabhi blogger apne blog me traffic or backlink lene ke liye guest post karte hai jisse backlink or traffic dono mil jata hai or hamare blog ki ranking or DA, PA increase hone lagta hai yadi ap reehinditrick website me guest post me guest post karna chahte to apko aj is post me milegi full information. Guest post kya hai or guest post ke kya kya benefits hai ye to ap jante hi honge yadi nahi jante hai to don't worry mene iske liye bhi pehle hi ek post likh chuka usko read karke ap guest post ke bare me full information le sakte hai "guest post " is post me apko guest post ke bare me jankari mil jayegi.         Mobile banking vs net banking konsi banking choose kare Lagbhag sabhi blogger high DA, PA blog website me guest guest post karte hai taki  us blog se milne bale backlink ka achha benefit blog ko mil sake ba

Mobile banking vs net banking konsi banking choose kare

Image
Mobile banking vs net banking konsi banking choose kare Hello friends aj is post me mobile banking or net banking me konsi banking apke liye choose karna better rahega iske bare me bata raha hu. Yadi apke pas bank account hai to ap bhi apni banking ko aasan banane ke liye mobile banking ya internet banking start karne ki jarur soch rahe honge, or sochenge bhi kyun nahi itni achhi service jo hai or kam bhi fast ho jata hai. Net banking or mobile banking ke use se ham apni banking ko bohot aasan bana sakte hai or bina bank jaye hi apne bank account se kahi se bhi or kabhi bhi transaction kar sakte hai isi liye sabhi chahte hai ki hamare bank account me mobile banking ya net banking start rahe.         Net banking kya h net banking start kaise kare Yadi ap bhi apne bank account me mobile banking ya net banking start karana chahte hai to ap bhi jarur soch rahe honge ki me apne bank account me mobile banking start karu ya net banking start karu to apke is question ka jawa

Kaise Apne Photography Business Ko Instagram Par Promote Kare

Image
Kaise Apne Photography Business Ko Instagram Par Promote Kare Jabse Instagram ne social media ki duniya me apna kadam rakha hai, yah hamari daily life ka ek important hissa ban gaya hai. Yeh ek perfect jagah hai jahan hum apni photos ko duniya ke sath share kar skte hain. Instagram par 600 million se bhi jyada log hone ki wajah se, yeh platform photographers ke liye bhi bahut important ban gya hai. Aaj ke waqt me photographers na sirf apne photos yahan share kar sakte hain, balki brand bana kar apne business ko globally expand bhi kar sakte hain. To doston, agar aap Instagram par nahi hai to aaj hi is par account banaiye. Bas Instagram app download kijiye, apna account banaiye aur apni photos share karna shuru kijiye. Lekin pehle jaante hain ki aakhir Instagram hi kyun? Aap Instagram ki badhti hui audience ke samne apna artwork rakh sakte hain. Aapke competitors already yahan apne products ko promote kar rahe hain. Aapke sabhi friends aur favorite photographers yaha

Best Indian government portal info in hindi

Image
Best Indian government portal info in hindi Hello friends aj is post me indian gov. Ke best portal ke bare me bata raha hu. Friends ap government portal ke bare me to jante hi honge yadi nahi jante to don't worry me aj apko is post me government portal kya hai or iske sath hi indian government ke best portal ke bare bata raha hu jisse apko government portal ke bare me achhi information is post se mil jayegi. Gov. Portal sabhi ke liye bohot important hote hai or kabhi na kabhi apko inka use karna hi padta hai or yadi apko internet me jada interest hai to apko portal ki gov. Ke portal ke bare me pata hona bohot jaruri hai taki ap apna work jaldi se jaldi kar sake or apne kam karne me jada problem bhi na aaye, to chaliye dosto start karte hai or gov. Portal kya hai jan lete hai. Government portal kya hai - Government portal ek yesa portal hota hai jaha par ham alag alag type ke work kar sakte hai ya ek hi jagah se alag alag kam kar sakte hai. Government portal ko