Posts

Showing posts from November, 2018

Youtube Video Not Suitable For Most Advertisers Problem Fix Kaise Kare

Image
Youtube Video Not Suitable For Most Advertisers Problem Fix Kaise Kare Hello friends aj is post me youtube videos not suitable for most advertisers video problem fix kaise kare. Yadi ap youtube me adsense use karte hai to apko kabhi na kabhi not suitable for most advertisers problem face jarur karni padi hogi. Or ho sakta hai apke kuchh videos me ye problems ho bhi par dosto don't worry aj ham is post me is problem ko fix kaise karte hai iske bare me sikhenge. Jab ham youtube me video upload karte hai to youtube algorithm pata laga leta hai ki hamara video advertisers ke liye suitable hai ya nahi yadi hamara video advertisers ke liye suitable nahi hota hai to video manager me video ke aage not suitable for most advertisers show hota hai, iska matlab is ye video sabhi advertisers ke liye suitable nahi nahi or isme limited (na ke barabar) ads dikhai denge. Jab hamare video me not suitable for most advertisers problem aati hai to jo dollar (earning) icon hota hai vo y

Remote Upload Kya Hai Or Remote Upload Use Kaise Kare

Image
Remote Upload Kya Hai Or Remote Upload Use Kaise Kare Hello friends aj is post me remote upload kya hai or remote upload kaise use karte hai iske bare me bata raha hu. Uploading (video uploading, audio uploading, photo uploading, files uploading) ke bare me to ap jante hi honge or kahi na kahi apne internet me kuchh na kuchh to upload jarur kiye honge par aj ham is post me remote url uploading ke bare me janenge ki ye kya hai or ise kaise use karte hai. Remote uploading online data (files) uploading ka ek bahut important feature hai, or remote uploading ka use dino din badhta hi ja raha hai isi liye me ye post likhna important samjha ki ap log bhi is feature ko achhe se samjh sake to chaliye dosto jan lete hai remote uploading kya hai. Remote Url Upload kya hai - Normal uploading me ham apne mobile, computer ke local drive me save data (file) ko upload karte hai par remote upload me ham kisi cloud server me store data ko apne cloud server me upload karte hai. Remot

Top 10 Free Cloud Storage Earn Money Uploading Your Files Hindi

Image
Top 10 Free Cloud Storage Earn Money Uploading Your Files Hindi Hello friends aj is post me top 10 best free online cloud storage website ke bare me bata bata raha hu. Jesa ki mene pichhli post me online cloud storage se paisa kaise kamate hai bataya tha or aj is post me top free unlimited cloud storage website ke bare me bata raha hu jisse ap apni files ko upload kar sake or online earnings kar sake. Yadi apko nahi pata ki cloud storage se paisa kaise kamate hai to ap " Online cloud storage se paisa kese kamaye " is post ko jarur padhe jisse ap samjh jaoge ki cloud storage se earnings kaise hoti hai. Ab ap jante hai ki ham cloud storage se paise kama sakte hai, par me apko isse pehle ki website list share karu kuchh kehna chahunga paisa chahe ham kisi bhi type se kamaye paise kamane ke liye hame mehnat karne ki jarurat hoti hai to me apko abhi hi batana dena chahunga cloud storage se paisa kamane ke liye isme bhi apko dil se mehnat karni padegi.         

Online Cloud Storage Se Paise Kaise Kamaye

Image
Online Cloud Storage se Paise Kaise Kamaye Hello friends aj is post me online cloud storage se paise kaise kamate hai iske bare me bata raha hu. Online paise kamane ke bare me to apne sune hi honge or ho sakta hai kuchh tarike se ap online earnings bhi karte ho or aj me apko is post me online cloud storage se paise kamane ke bare me bata raha hu. Friends sabse pehle me apko ek bat batana chahunga is post me sirf online cloud se paise kaise kamate hai iske bare me bataunga is post me mai kisi bhi cloud stoarage ka name nahi bataunga cloud storage ki list me next post me launga isme ham sirf cloud storage se paise kaise kamate hai iske bare me janenge. Isse pehle ki ham cloud storage se paisa kamana sikhe aaiye pehle jan lete hai ki cloud storage hota kya hai taki apko cloud storage ko samjhne me aasani ho. Cloud Storage Kya Hai - Mobile computer or pen drive me ham jo data store karte hai vo data store karne ka digital madhyam hota hai  or bat kare cloud storage ki to c

VPN kya hai or VPN use kaise kare

Image
VPN kya hai or VPN use kaise kare Hello friends aj is post me vpn kya hai or vpn use kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Vpn ke bare me apne kahi na kahi to padhe ya sune jarur honge yadi nahi sune to bhi koi bat nahi me aj apko is post me vpn ke bare me full details me bata raha hu jisse ki ap vpn ke bare me jarur jan apyenge or vpn ko apne smartphone me jarur use kar payenge. Apne kabhi na kabhi notice jarur kiye honge apko apke android mobile ki setting me vpn ka option jarur dikhai diya hoga or ap ne jarur socha hoga ki aakhir ye vpn ka option kya hai or iska use kaise karte hai to aj me apko simple tarike se vpn ka use karna bataunga jisse ap jarur vpn use kar payenge  par usse pehle ham jan lete hai ki vpn hai kya. Vpn kya hai - Vpn ka full name Virtual Private Network hai, vpn ka use apne personal data or privacy ko secure rakhne ke liye karte hai, vpn ek yesa tarika hai jisse ham internet me apna personal data ko safe rakh sakte hai, vpn ka use karke h

Play video in every screen on android mobile in hindi

Image
Play video in every screen on android mobile in hindi Hello friends aj is post me android mobile me kisi bhi screen me video kaise chalate hai iske bare me bata raha hu. Friends video dekhna to sabhi ko pasand hota hai or kuchh video long bhi hote hai or kuchh short bhi hote hai or yadi ham baat kare short video ki to ham short videos ko aasani se video player me dekh sakte hai, Or ab yadi bat kare long video ki to long video ko bhi ham video player me to dekh sakte hai par long video ko pura dekhne me bahut time lagta hai or yadi hame koi kam aajaye to video ko band karke bahar aana padta hai. Par yadi ham chahe to apne android mobile long videos dekhte dekhte thoda bahut kam bhi kar sakte hai jese ki msg karna or bahut sare or vo bhi bahut hi aasani se dekh sakte hai. Android mobile me jab hai mp3 (audio) song sunte hai to song sunne ke sath sath other kam bhi aasani se kar sakte hai kyunkoi jab ham back button press karte hai to ham music player se bahar nikal jate