Posts

Showing posts from June, 2017

Facebook post me comments off kese kare

Image
Facebook post me comments off kese kare  Hello friends aj is post me facebook post me comments off(band) kese karte h iske bare me bata raha hu Kuchh days pehle mere kuchh friends ne puchhe the ki facebook post me comments off kese karte h to unke liye or other friend ke liye aj me ye post lekar aaya hu iske madad se ap facebook post me comments band kar sakte h Me apko ek bat batana chahunga jo post ham facebook timeline me karte h ham un post se comments off/stop nahi kar sakte h ham sirf jo post group me karte h un post se comments off kar sakte h         Facebook group me poll create kese kare Post me comments off/stop kyon kare - Yadi ap ye post read kar rahe h to apke man me bhi ye question jarur aayega ki me comments off kyon karu to me yaha par apko kuchh reason bata deta hu jiske karan Facebook post se comments off karne ki jarurat padti h. 1. Group me koi yesi post karna jo sirf ap chahte h apke group members us post ko dekhe or read kare par comments na ka

WordPress me plugin or theme delete kese kare

Image
WordPress me plugin or theme delete kese kare Hello friends aj is post me WordPress me plugins or theme delete or deactivate kese karte h iske bare me bata raha hu Yadi ap wordpress use karte h to apko theme or plugin ke bare me jarur pata hoga par fir bhi me thoda thoda theme or plugin ke bare me bata deta hu Plugins or theme ka use karke ham bina coding knowledge ke bhi WordPress website ko achhe se manage kar sakte h or aasani se wordpress ko use kar sakte h        Free hosting me domain add kese kare Par kabhi kabhi yesa hota h ham bohot sare plugins or theme ko active kar lete h isse thoda problem bhi hota h website me par yadi ham chahe to kuchh theme or plugin ko delete or deactivate bhi kar sakte h to chaliye dosto start karte h WordPress me plugin or theme delete kese kare - WordPress website me theme or plugin delete karna bohot aasan h uske liye apko niche ke steps ko thik se follow karna hoga Wordpress me plugin delete kese kare - 1. Sabse pehle apn

Free hosting me domain add kese kare

Image
Free hosting me domain add kese kare  Hello friends is post me free hosting me domain kese add karte h iske bare me bata raha hu. Pichhli post me mene hosting me WordPress install karna bataya tha par jab pichhli post me hamne wp website banaye the to sub domain ke sath banaye the jo bohot hi bada dikhai deta tha par aj ham apni padand ka domain free hosting me add karenge Vese to ham chahe to website ka sub domain bhi use kar sakte h par vo sub domain use karne se url na hame yad rehta h or na kisi or ko to uske liye ham domain name buy kar ke apni website me set kar sakte h or chota or aasan url bana sakte h        Free hosting se WordPress website kese banaye Me yaha par apmo free hosting me  .tk domain add karna bata raha hu or sath hi me website me bhi kese lagate h iske bare me bata raha hu to chaliye dosto start karte h Free hosting me domain add kese kare - Friends free or paid dono hosting me domain add karna bohot aasan sirf hame hosting server name domai

Free hosting se WordPress website kese banaye

Image
Free hosting se WordPress website kese banaye Hello friends aj is post me free hosting se wordPress me website kese banate h iske bare me share kar raha hu Sabhi jante h blog ke liye 2 platform sabse popular h blogger or wordpress is post ne ham WordPress me website banana bata raha hu. Blog or website banane ke liye WordPress ek bohot achha option h kyonki isme ham blogger se jada features ko use kar sakte h par iske liye kuchh important chizo ki jarurat padti h hosting or domain name ki Yadi ap WordPress me ek achhi website banana chahte h to apke pas hosting or domain name hona jaruri h uske liye apko kisi hosting company se hosting or domain name buy karna hoga        Blog target country set kese kare Ap sabhi jante h hosting kitna mehnga padta h par yadi ap WordPress me new h to me apko suggest karunga ki ap pehle free hosting se website bana lijiye or kuchh din use karne ke bad ap achhi hosting buy kar ke website banaye WordPress ke liye free hosting kese l

Blog target country set kese kare

Image
Blog target country set kese kare  Hello friends aj is post me blog ki target country set kese karte h iske bare me bata raha hu. Website/blog ki batter search results pane ke liye blog or website ki target country set karna bohot hi jaruri hota h isse ham aasani se jis country ko target karna chahte h aasani se select kar sakte h Target country set karne ke liye language ko dhyan me jarur rakhna chahiye apki website jis language me h apko usi prakar se target country choose karna chahiye. Jese ki yadi apka blog/website hindi me h to apki target country India honi chahiye na ki other country kyonki india me hindi chalti h isiliye apki target country india hona chahiye yadi ap ki website koi other language me h to ap jis country se jada traffic lana chahte h ap us country ko target country choose kare        Post template kya h or kese use kare Google ki bat kare to google me sabhi search engine se batter option h or bohot hi simple option h un me se ek h blog website

Gmail me kisi bhi mail ko block kese kare

Image
Gmail me kisi bhi mail ko block kese kare Hello friends aj is post me kisi bhi mail ko block kese karte h iske bare me bata raha hu. Friends yadi apke pas bhi gmail id h to apne bhi apni gmail id se bohot sare account banaye hoge par kuchh yesi website me ham account bana lete h jiska hamare pas bohot jada mail aate rehte h Jab ham apni gmail id se kisi website par register karte h to website bale apne promotion ke liye mail send karte rehte h isse bachne ke liye ham jis id se mail aaya h us mail id ko block kar sakte h or mail aane se rok sakte h to chaliye dosto start karte h       Web page download kese kare Gmail me kisi bhi mail ko block kese kare - Gamil me kisi bhi mail id ko block karna bohot aasan se bas apko niche bataye gaye steps ko thik se follow karna h 1. Sabse pehle apne android mobile me gmail app download kare 2. Uske bad gmail app ko open kare or apni gmail id se connect kare 3. Gmail open hone ke bad apko yaha par bohot sari mails dikhai

Google map address delete kese kare

Image
Google map address delete kese kare  Hello friends aj is post me Google map address delete kese karte h uske bare me bata raha hu. Yadi apka address Google map me add h to app bhi jarur janna chahenge ki google map address delete kese karte h Google map address delete kyon kare - Jab ham google map address add karte h to ham address add karte time koo galti(mistake) kar dete h or fir sochte h ab is address ko delete kar ke new address add kar dete h to ham yesa kar sakte h        Google map address edit kese kare Kabhi kabhi yesa bhi hota h ki ham apna home change kar lete h jisse hamara address change ho jata h yese me hame google map se old address delete karke new address add karna hota h par yadi ham chahe to old address ko edit kar ke new address se replace kar sakte h ya ham chahe to delete kar ke new add kar sakte h to chaliye dosto jante h google map address ko delete kese kar sakte h Google map address delete kese kare - Google map se apna address delete

AdSense ads code kisi other site me use ho rahe h kese bache

Image
AdSense ads code kisi other site me use ho rahe h kese bache  Hello friends aj me is post me bata yaha hu yadi hamare adsense ads code koi dusri site me use ho rahe h to usse kese bache Sabhi blogger jante h ki adsense account approve karana kitna muskil kam h  par yadi adsense approve ho jata h or fir ham nahi chahte ki thodi si galti se hamara adsense account disapprove ho jaye Kabhi kabhi jab ham adsense account earning check karte h to kabhi kabhi kisi other site h bhi hamare pas earning aane lagti h iska matlab h ki hamara AdSense ads code kisi other site me bhi use ho raha h jisse hamare adsense account ko khatra ho sakta h or cpc bhi kam ho jati h.        Apni pasand ke AdSense ads show kese kare Jab kisi other site se earning aati h to adsense user ke man me kuchh questions aate h jisse vo or bhi jada paresan ho jate h Q. 1. Mene apna adsense ads code kisi ko nahi diya fir bhi other site me use kese ho rahe - Ans. -  jab kisi other site me hamare ads code

Google map address edit kese kare

Image
Google map address edit kese kare Hello friends aj is post me google map address edit kese karte h iske bare me bata raha hu Ap sabhi jante h ki google map service kitni popular h or lagbhag sabhi log google map ka use karte h yadi bat kare kisi new place ko dhundhne ki to sabse pehle ham google map me hi search karte h or google ki service bhi bohot achhi h Jab ham google map me apna address add kar dete h to kabhi kabhi kuchh galti ho jati h usi galti ko thik karne ke liye hame google map me address ko edit karne ki jarurat padti h Ex. - Friend me apko ek example deta hu mera khud ka jab me google map me apna address add kar raha tha tab mujhse bola gaya ki yaha apna mobile no. Add kare mujhe laga mobile no. Add karna jaruri h isi liye mene apna mobile no. Add kar diya par problem tab hui jab koi bhi meri website ya mera name google map me search karte the to unko mera mobile no.  Bhi show hota tha        Google map address me icon add kese kare Yese me mere pas b

Post template kya h or kese use kare

Image
Post template kya h or kese use kare  Hello friends aj is post me post template kya h or post template ko kese use kar sakte h iske bare me bata raha hu Yadi ap bhi blogging karte h to apko post template ke bare me pata hoga yadi pata nahi to me bata deta hu post template blogger ka ek feature jiske bare me aj is post me puri information share kar raha hu par pehle jan lete h ki ye h kya Post template kya h -  Post template blogger ka ek feature h jiski madad se hame post likhne me aasani hoti h jab ham post template feature me koi paragraph add kar dete h to jab ham new post likhte h to vo paragraph automatic post me aajata h har new post editor me aajata h jisse ek paragraph ko bar bar likhne ki jarurat nahi hoti        Analytics account me multiple gmail id use kese kare Me post template feature ko ek achha example se samjha raha hu jisse apko or aasani hogi is feature ko samjhne me Ex.  - Yadi me chahta hu ki last ka koi paragraph mere post editor me automatic aaj