Posts

Showing posts from March, 2017

best android video editor apps

Image
best android video editor apps sabhi log chahte h ki video banaye or usko achhe se edit kar ke apne friends ke sath share kare par problem ye hoti h ki achha video editor app choose nahi kar pate ummid karta hu ki aj is post ko read karne ke bad ap ek achha video editor app choose jarur kar paoge to  chaliye  dosto  kuchh  video  editor app  ke  bare  me  jante h         keybord size kese change kare best android video editor app -  1. viva video app viva video free video editor app h  isme ham direct app ke  andar se  hi video record bhi kar sakte h or alag alag pic ko jod kar video bhi add kar sakte h or pic ko video me convert kar sakte h or music bhi add kar sakte h viva video features -  1. best video iffect 2. best video thems 3. support multi music and single music 4. all video editor featur and more viva video app ko dawnload karne ke liye yaha click kare -  viva video apk 2. video show app   video show app bhi viva video app ke jese h

adnow ad blog me kese lagaye

Image
adnow ad blog me kese lagaye  hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sabhi ummid h ap sabhi thik hoge aj me is post me adnow advertising company me register kese kare adnow ad blog me kese lagaye ye sabhi jankari me is post me share kar raha hu adnow native ads company h  iske ads blog me popular post jese dikhai dete h jisse ads par click karne ke chances badh jate h yadi apka google AdSense account approve nahi hua h or ap pese earn karna chahte h to ap adnow ke ads apne blog me laga sakte  ho         popad se pese kese  kamaye adnow me registration kese kare - 1. sabse pehle adnow website open kare yaha par click kare -  adnow 2. singup par click kare 3. publisher par click kare or registration form fill up kare or  submit  par  click kare 4. ab email id confirm kare         blog me pages kese add kare ab apka account adnow me ban gaya h ab ab apko adnow me website add karna h add site par click kare or form ko fill up kare       1.

fb messenger me kisi ka bhi nickname set kese kare

Image
fb messenger me kisi ka bhi nickname set kese kare hello dosto aj is post me me bataunga ki kis prakar se ham fb messenger me kisi ka bhi nickname set kar sakte h dosto apke sath bohot bar yesa hua hoga  jab ap fb me kisi se bat karte hoge to uska original name kisi ko nahi dikhana chahte hoge  to uske liye ham uska nickname set kar dete h or jab bhi koi hame usse bat karte dekhega usko Nick name hi dikhai dega ham Facebook messenger ki madad se kisi ka bhi nick name set kar sakte h kyonki messenger me kuchh extra features hote h to chaliye dosto start karte h          fb messenger chat color kese chaner fb messenger me kisi ka bhi nickname kese set kare - 1. sabse pehle play store se ya net se messenger download kar le 2. ab  messenger fb id se open kare          Facebook me HD pic kese upload kare 3. ab apne jin jin logo se bat kiye h un sabhi ki list messenger me dikhai dege 4.  jiska name change karna h us par click kare jese mene mukesh par click kiya

popads se pese kese kamaye

Image
popads se pese kese kamaye  hello dosto me aj is post me popads se pese kamane ke bare me bataunga popads company ke ads laga kar ap apne website blog se pese kama sakte h pop ads company hame popads deti h jo ham apne website me laga sakte h sabse achhi bat ye h ki popads ko ham AdSense ke sath bhi use kar sakte h jab ham popads ke ads apne blog me lagate h to vo ads blog me dikhai nahi dete balki jab koi hamari website me ata h or kisi post par click karta h tab automatic hi popads ki ek new window (page)  open ho jata h or popads ka ad dikhai deta h yadi koi user ko ads pasand nahi ata to ads ki window ko close kar ke post me vapas a sakte h          domain name kaha se kharide popads me register kese kare - 1. sabse pehle popads site me jaye direct jane ke liye yaha click kare -  popads yar sign-up par click kare 3. ab registration form me apni details thik se fullup kare or register par click kare 4. ab gmail id confirm kare          Facebook me t

browser autofill form kese start kare

Image
browser autofill form kese start kare  hello dosto aj me is post me browser ke auto fill form option ka use karna bataunga kis kis prakar so  ham browser ke autofill form option ko on kar sakte h or uska use kaha hota h ye sab aj is post me share karunga autofill form kya h - autofill fotm ek form hota h jo hamare mobile ya computer ke chrome browser me hota h or isme ham hamari detail dal kar save kar dete h         mobile look kese change kare autofill form kaha use hota h - jab ham net me online koi registration forms fill up karte h tob is auto fill form ka use hota h jab hame computer ya mobile se bohot sare farm fill up karne hote h to hame har bar apni full detail dalna padta h isi se bachne ke liye browser ke autofill form ka use kiya jata h         domain name kaha se kharide auto fill form kese work karta h - jab ham chrome browser ke autofill form option me apni detail save kar dete h uske bad jab ham chrome browser se koi form fill up karte h

google account dashboard open kese kare

Image
google account dashboard open kese kare  hello dosto me reetesh chandrawanshi aj is post me bataunga ki kis prakar se ham google account ke dashboard ko open kar sakte h jab ham google dashboard open karte h to yaha par hame sabhi google ke account jese gmail,blogger, webmaster etc account ki jankari milti h or yaha se ham ye bhi click pata kar sakte h ki hamara account google kitne service (website)  se connect h ya fir ham ye bhi keh sakte h ki google dashboard se ham ye pata kar sakte h ki google ki kitni website h hamari gmail ya google account connect h       Facebook friend list hide kese kare google dashbord se ham ye asani se pata kar sakte h ki google ki website me hamne registration kiye h or kis name se kiye h yadi ham chahe to google dashboard se hi jis website me jana chahte h ja sakte h ek click me google kitchen kisi bhi site me ja sakte h            mobile look kese change kare google account dashboard open kese kare - 1. sabse pehle google me jaye ya

gmail account name change kese kare

Image
gmail account name change kese kare hello dosto me reetesh chandrawanshi aj is post me gmail account ka name change karna bataunga kabhi kabhi hamare sath yesa hota h ki ham koi spelling mistake kar dete h ya nickname se id bana lete h par kabhi kabhi kuchh jagah par original name bali id ki jarurat hoti h or hame new id banana padta h par sabhi jagah par ham old id use karte h to vahi id use karna chahte h yese me ham gmail account ka name change kar sakte h dosto mene kuchh din pehle apne nick name se id bana liya tha fir kuchh din bad mujhe pata chala ki adsense or bohot si jagah par original name bali id use karna padta h fir mujhe apne gmail account ka name change kar liya yadi apke sath bhi yesa hua ho to ap bhi is post ki madad se change kar le to chaliye dosto start karte h          Facebook me notification hide ya stop kese kare gmail account name change kese kare - 1. sabse pehle apne browser me google account (https://myaccount.google.com) open kare

mobile apps ko enable ya disable kese kare

Image
mobile apps ko enable ya disable kese kare  hello dosto me reetesh chandrawanshi aj is post me bataunga ki mobile apps ko enable or disable kese kar sakte h doato mobile app ko enable ya desable karna bohot ho asan h        blog me color full level kese lagaye mobile apps disable or enable kya hota h - disable - off enable - on doato me isko ek simple tarike se samjha raha hu jab ham koi new mobile kharidte h to mobile me bohot sare pehle se hi install app ate h or ham un apps ko delete bhi nahi kar pate par rooted mobile me un apps ko uninstall kar sakte h lekin bina rooted mobile me uninstall nahi kat sakte or vo app hame apps menu me dikhai dete h jisse bohot sare apps dikhai dete h par yadi ham chahe to kisi bhi app ko disable kar sakte h jisse vo app chhup jata h or apps menu me dikhai nahi deta jisse hame menu me kam app dikhai dete h or kisi bhi app ko asani se dhundh sakte h or jab ham chahe disable kiye app ko enable bhi kar sakte h jisse bo app, apps menu m

android mobile system app delete kese kare

Image
android mobile system app delete kese kare hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sabhi ummid karta hu ap sabhi log thik hoge dosto me aj is post me bataunga ki kese ham android mobile ke system app ko uninstall ya delete kese kar sakte h dosto jab ham koi new mobile buy karte h to mobile ke sath kuchh yese app bhi install ate h jinko ham use nahi karte par vo system app hone ke karan ham unko delete nahi kar pate par rooted mobile me ham system app ko bhi delete kar sakte h dosto me yaha par apko system app uninstall karne ke 2 prakar bata raha hu jiski madad se ap mobile ke system apps ko delete kar sakte h mobile ke system app delete kyon kare - doato  mobile  me  kuchh  yese  app  hote  h  jinka  use  ham  nahi  karte  kuchh  yese  hi  app  ko  ham  delete kar  sakte  h  jisse  mobile  ki  ram  increase hogi  ya  uski  jagah  par  koi  or  app  use  kar  sakte  h mobile ke system app ko delete karne ke liye kya kya chahiye - 1. Rooted android mobile - b

kisi bhi app ko system app kese banaye

Image
kisi bhi app ko system app kese banaye hello dosto me reetesh chandrawanshi kese ho ap sabhi dosto me is post me bataunga ki kis prakar ham apne mobile ke kisi bhi app ko system app bana sakte h dosto mobile me jo app hote h unko ham 2 type me bant sakte h 1. system apps 2. user apps         blog me color full text kese add kare 1. system apps - dosto system  app vo hote h jo mobile me already install hote h or ham un app ko delete nahi kar sakte jese- play store, map, google etc. 2. user apps - user app ham un apps ko bolte h jo ham apni jarurat ke hisab se install karte h jese - whatsapp, Facebook, mx player etc.        keyboard font size kese change kare par  yadi  ham  chahe  to  kisi  app  ko  system app  bana  sakte  h  iske  liye  hamara  mobile  rooted hona  chahiye  kyonki  rooted mobile me  ham  yese  bohot  se  kam  kar  sakte  h  ho  uproot Mobile me  nahi  kar  sakte  root  mobile  me  ham  system app  ko  delete bhi  kar  sakte  h  or  kisi  bhi  app