Posts

Showing posts from November, 2017

Search engine se link remove kaise kare

Image
Search engine se link remove kaise kare Hello friends aj is post me google search engine se links remove kese karte h iske bare me bata raha hu Hamare blog or website me bohot sare link hote h yese me sath sath yese link bhi hote h jo broken link hote h ya expire links hote h jinke karan hamari site me errors aati rehti h Hamare blog me bohot sari post hoti h or kuchh post yesi bhi hoti h jo bohot jaldi expire ho jati h ya kuchh yesi past bhi hote h jo ham search engine me index nahi karna chahte par jab ham blog me post published karte h to search engine automatic hi index kar leta h           Low quality backlink remove kese kare Par yadi ham sach me chahte h ki hamari koi post ya kuchh 404 page note found link google me na rahe to ham un links ko google search engine se remove ya hide kar sakte h jisse hamari index post google se asani se remove ho jati h Google se ap jo bhi links (url) remove karna chahte h ya broken link remove karna chahte h to uske liye sabse

Mobile root kya h - benefit of rooted mobile

Image
Mobile root kya h - benefit of rooted mobile Hello friends aj is post me Android mobile root kya h or root mobile se kya fayde hote h iske bare me bata raha hu. Jab ham bina rooted mobile use karte h to without root mobile me kuchh limit hoti h usse jada ham apne anusar use nahi kar pate. Par yadi ham apne Android mobile ko root kar dete h apne mobile ki system file (jad) tak pahuch jate h or apne mobile me apne anusar changes kar sakte h. Apne rooted mobile ko ham apne anusar customize kar sakte h, or bhi bohot se yese work kar sakte h jo ham without rooted mobile me nahi kar sakte h.           Mobile font change kese kare Sayad apko pata hoga ki Android mobile ke kuchh app sirf rooted mobile ke liye hote h un apps ko ham sirf rooted mobile me hi use kar pate h or yadi ham apne without root mobile me vo apps install kar lete h to vo apps properly work nahi karte h. Root kya h - Android mobile Rooting ek yesi prakriya h jisse company ka access toot jata h or ham

Youtubers ke liye best screen or voice recorder

Image
Youtubers ke liye best screen or voice recorder  Hello friends aj is post me YouTubers ke liye kuchh best screen recorder or voice recorder ke bare me bata raha hu Bohot sare youtubers ko ye problem hoti h ki thik se video recording nahi kar pate ya voice clean record nahi kar pate h yadi apke sath bhi yesi problem hoti h to aj me apko kuchh achhe apps ke bare me bataunga Sabhi youtubers chahte h ki apne viewers ke liye achha se achha quality video banaye jisse jada se jada log pasand kare ek bar video dekhne par bar bar hamare channel par aaye           Youtube channel custom url set kese kare Par me apko yaha par ek bat bata dena chahta hu yadi ap computer ya laptop user h or inse hi video banate h to ap post se quite kare or yadi ap mobile users h to ap post ko continue kare Aksar ham jo bhi screen recorder download karte h unme ek problem ati h ki audio clean nahi aa pata kabhi background sounds to ye vo aa hi jata h matlav ki ham jesa chahte h vesa nahi mil pat

Mobile font change kaise kare

Image
Mobile font change kaise kare Hello friends aj is post me Android mobile font change kese karte h iske bare me bata raha hu Yadi ap Samsung Mobile use karte h to ap apne mobile ka font aasani se setting par jakar change kar sakte h par yadi ap other company ka android mobile use karte h to un mobile me yesa koi option nahi hota jisse ham font change kar sakte h Par yadi ap bhi apne mobile ka font change karna chahte h to ap bhi change kar sakte h par uske liye apko apne android mobile ko root karna hoga uske bad ap aasani se apne mobile me font change kar sakte h           Android mobile boot screen change kese kare Yadi ham apne android device ko root kar lete h to apne mobile me ham bohot sari style ke fonts use kar sakte h or apne mobile ko kuchh kuchh din me alag alag font set kar sakte h Isse hamara jo mobile h hame old jese nahi lagta h or ham apne mobile se bor bhi nahi hote h par yadi apka mobile rooted nahi h to ap ye trick ka use nahi kar sakte h kyonk

Youtube channel custom url set kaise kare

Image
Youtube channel custom url set kaise kare Hello friends aj is post me YouTube channel ka me custom url create kese karte h iske bare me bata raha hu Sabhi youtubers chahte h ki channel ka ek custom url ho jisse vo jab chahe tb aasani se channel ka url share kar sake or ye bat bhi sahi h ki ham youtube me aasani se custom url create kar sakte h bas hame youtube ki kuchh conditions ko follow karna hoga Jab ham youtube me ek channel create karte h us time youtube hame hamare channel ka ek url provide karta h vo default url hota h kuchh is type se hota h  https://www.youtube.com/channel/UCa7qui62HzRyIfhvV8Sgipg  is type ke url ko yad karna bohot muskil hota h          Youtube video me end screen & annotations use kese kare Par yadi hame hamare channel ka url share karna pad jaye to hame jab bhi channel url share karna hota h bar bar YouTube me jate h or url copy kar ke lana padta h iske karan to kabhi kabhi share bhi ni kar pate Par yadi ham chahe to apne youtube ch

Youtube video me end screen & annotations use kaise kare

Image
Youtube video me end screen & annotations use kaise kare Hello friends aj is video me youtube video me end screen feature kya h or ise kese use karte h iske bare me bata raha hu YouTube ka end screen & annotations feature bohot hi badhiya h is feature ki madad se ham apne channel me subscribers or views increase kar sakte h Pichhli post me mene cards ka use kar ke youtube video me views ke se badhaye iske bare me bataya tha yadi apne post nahi padhe to ap yaha se padh sakte h " YouTube video me card or i button add kese kare " or end screen ke bare me details se janne ke liye ap post ko continue kare Youtube me end screen or annotations do alag alag features h annotations ka use computer users ke liye kiya jata tha par current me mobile users jada hone ke karan youtube ne end screen feature laye h           YouTube channel me business inquiry email add kese kare Aj is post me end screen kya h or kese use karte h or end screen ke kya kya benefit ho

Youtube video me card or i button add kaise kare

Image
Youtube video me card or i button add kaise kare Hello friends aj is post me youtube video me card kese use karte h or i button jese add kare iske bare me bata raha hu Sabhi YouTuber chahte h ki apne videos par jada se jada views mile or achhi earning ho or hamara channel or jada famous ho Sabhi YouTubers vo sab kam karte h jisse video me jada se jada views aa jaye yadi ap bhi apne video me views badhana chahte h to ap apne youtube videos me card ka use kar sakte h par pehle jan lete h card kya hota h YouTube me card kya h - Youtube video me card ka use ham current time play video ki madad se other video ko promote karne ke liye karte h or apne viewers ke liye apne video me other video ya playlist add kar sakte h            YouTube channel me business inquiry email add kese kare Youtube video me card ek button hoti h jisko ham i button or details button bhi bolte h youtube me video upload karne ke bad ham apne video ko edit kar ke apne video me card option ka use k

Google+ me bold, italic post kaise kare

Image
Google+ me bold, italic post kaise kare Hello friends aj is post me google+ me stylish bold, italics post kese likhe iske bare me bata raha hu Friends yadi ap google+ use karte h to ap bhi google+ me bold, italic post karna jarur chahte honge to ham bohot asani se google+ me styles post kar sakte h Google+, google ka ek bohot achha social media network h google+ bhi facebook ke jese bohot sare log use karte h or kahe to google+ bohot hi strong social media networks h            Google account activity check or delete kese kare Yadi ap google+ me bold, italic post likhna chahte h to ye bohot hi aasan h is post me bataye gaye steps ki madad se ap bold, italic or bold+italic post kar sakte h Ye post 06/11/2017 ko likhi ja rahi h is time google+ me jada log bold, italic post nahi karte h yadi ap apni post styles karte h to jada se jada log  apki post ki taraf aakarsit honge or apki post me comments or sharing ke chances badh jayenge             Google my business

Android mobile boot screen change kaise kare

Image
Android mobile boot screen change kaise kare Hello friends aj is post me android mobile me booting screen kya h or boot screen change kese karte h iske bare me bata raha hu Boot screen ke bare me to ap jante hi honge boot screen hame computer, mobile start hote time sabse pehle dikhai deti h Boot screen kya h - Friends ap sabne dekha hoga jab ham mobile ya computer ko star karte h to ek logo dikhai deta h jese ki yadi hamare pas micromax ka mobile h to hame Micromax company ka logo dikhayi deta h yadi Samsung ka phone h to Samsung ka logo dikhai deta h Par yadi ham apne mobile me boot screen ko change karna chahte h to ham screen ko change nahi kar pate h kyonki hame mobile me koi bhi yesa option nahi milta jisse boot screen change kar paye           Mobile me multi wallpaper set kese kare Par apne dekhe honge pehle jo java keypad mobile aate the ham un mobile me booting screen ko aasani se change kr pate the java keypad mobile me ham video ya fir apni pasand ki pi