Posts

Showing posts from June, 2018

contact number gmail me save kaise kare

Image
contact number gmail me save kaise kare Hello friends aj is post me apne contact no. Ko gmail id me save kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Sabhi log apne contact ko samesha safe rakhna chahte hai or rakhe bhi kyu na contact no. Ki madad se hi ham kisi se contact kar pate hai is liye abhi log chahte hai hamare mobile me save contact number hamesha safe rahe taki jarurat padne par ham contact no. Ki madad se aasani se kisi ko bhi call kar paye. Aasar sabhi logo ke sath ye problem ya ye dar hamesha hota hai ki yadi hamara mobile chori ho jaye ya mobile gum jaye to fir problem ho jayegi or hamare pas fir kisi se contact karne ke liye contact no. Hi nahi honge to contact kaise karenge, isi chinta ke chalte kuchh log kuchh important no.  Ko likh ke rakha lete hai par kabhi kabhi likhna bhool jate hai. Contact no. Loss hone ke dar se bachne ke liye ya mobile chori hone par ya gum hone par contact no.  Bapas pane ke liye ham gmail id ka use kar sakte hai or apne conta

Facebook creator app use kaise kare

Image
Facebook creator app use kaise kare Hello friends aj is post me facebok creator app ke bare me full info share kar raha hu jisse ap creator app ko samjh or achhe se use kar payenge. Apko pata hi hoga kuchh month pehle facebook ne apna ek new creator platform launch kiya tha or bohot se logo ne usme register bhi kar liye the yadi ap bhi " facebook for creator kya hai or isme register kaise karna hai " iske bare me janna janna chahte hai to link par click kare or pehle us post ko read kare or uske bad is post ko continue kare. Jesa ki mene upar bola hu ki facebook ne kuchh month pehle creator platform launch kiya tha par ham facebook creator ko sirf app me hi use kiya ja sakta tha jab facebook creator program launch hua tab facebook creator app sirf ios mobile ke liye available tha android mobile ke liye ye app launch nahi kiya gaya tha is liye android mobile users facebook creator app ko use nahi kar pa rahe the. Facebook ne abhi kuchh din pehle hi apna facebo

Black hat seo kya hai balck hat seo ke fayde or nuksan

Image
Black hat seo kya hai balck hat seo ke fayde or nuksan Hello friends aj is post me black hat seo kya hai, or black hat seo ke kya fayde or nuksan hai iske bare me bata raha hu. Seo kya hai iske bare me to ap jante hi honge yadi nahi jante to bhi koi bat nahi age badhne se pehle thoda seo ke bare me jan lete hai uske bad aage badhenge, seo ka pura name search engine optimization hai or ise short me seo kehte hai. Bina seo ( search engine optimization) ke kisi bhi website ko search engine me rank karana impossible hai seo seo me ham apne content ko optimise karte hai or apne content ko seo friendly banate hai taki search engine hamare content ko thik se samjh sake or hamari post or pages ko search result me show kare, ye to hui seo ki bat ap bat karte hai seo ke types me ek se back hate seo ke bare me. Black hat seo kya hai –  Black hat seo ek yesa seo type hai jisme kisi bhi website ya page ko search engine me rank karane ke liye search engine ke terms of service ka u

Without otg cable mobile me keyboard connect kaise kare

Image
Without otg cable mobile me keyboard connect kaise kare Hello friends aj is post me without otg cable ke mobile me keyboard kaise connect karte hai iske bare me bata raha hu. Mobile se ham utna fast typing nahhi kar sakte hai jitna fast computer keyboard me hota hai kyonki mobile touch screen hota hai or ham type karte time thodi bhi idhar kidhar touch nahi kar sakte hai is liye mobile se typing to kar sakte hai par fast typing nahi kar sakte hai. Mobile me ham normally work or cheating kar sakte hai or mobile se long post type karna bohot muskil hota hai, par ham mobile se bhi long post type kar sakte hai par post complete karne me thoda time lag jata hai, par yadi ham computer keyboard me post type karte to hamara time bach jata or ham us time me other kam kar sakte hai is liye aj me is post ko lekar aaya hu. Mobile me keyboard connect karne ki jarurat kabhi na kabhi sabhi ko padti hai kyonki keyboard se ham fast typing kar sakte hai or apne kam ko jaldi jaldi kar s

Mobile me keyboard or mouse kaise chalaye

Image
Mobile me keyboard or mouse kaise chalaye Hello friends aaj is post me android mobile me keyboard or mouse kaise chalate hai iske bare me bata raha hu. Yadi ap bhi apne mobile me keyboard or mouse chalana chahte hai to aj ap sahi jagah aaye hai aj me is post me mobile mobile me mouse or keyboard connect karke dono ko ek sath chanale ke bare me full info share kar raha hu jisse ap apne mobile me ek hi time me keyboard or mouse chala sakte hai. Apne mobile me keyboard or mouse chalane ke liye internet me or youtube me kuchh research jarur kiye honge par lag bhag sabhi log ek time me sirf mause ya keyboard dono me se koi ek hi use karna batate hai par me yaha par ek time me keyboard or mouse dono ek sath use karna bata raha hu. Bohot se yese users hote hai jinko mobile me keyboard or mouse chalane ki jarurat hoti hai kyonki mouse or keyboard ki madad se ham apne work ko aasani se or fast kar sakte hai isi liye mobile me keyboard or mouse lagane ki jarurat pad jati hai.

Youtube channel me playlist kaise banaye

Image
Youtube channel me playlist kaise banaye Hello friends aj is post me youtube channel me playlist kaise banate hai iske bare me bata raha hu. Yadi apne pichhli class  (post) miss kar diye hai to jarur read kare yaha par click kare or jane youtube channel verify kese kare ye post jarur padhe or apne youtube channel ko sabse pehle verify kare uske bad other work kare. Youtube channel me ham playlist ko folder bhi bol sakte hai kyonki playlist ka use bhi folder ke jesa hota hai, ham folder ka use apne computer or mobile me alag alag type ki file alag alag jagah par manage karne ke liye karte hai, jese ki yadi yadi hamare pas new or old 2 type ke songs hai to hame un song ko 2 alag alag folder me add karte hai new song ko new songs folder me or old song ko old songs folder me taki dono type ke song mix na ho isi type se youtube me bhi playlist ka use hota hai. Playlist ka main use videos ko category or tag wise set karna hota h jese ki man lo me youtube me 2 type ke video

Backlink ke kya fayde hai – benefits of backlink

Image
Backlink ke kya fayde hai – benefits of backlink Hello friends aj is post me backlink ke kya kya fayde hai iske bare me bata raha hu. Yadi ap ek blogger ya website owner hai to ap backlink ke bare me jante hi honge yadi nahi jante to don’t worry mene pichhli post me backlink ke bare me full information share kiya hu ‘’ backlink kya hai ’’ is post ko read karke ap backlink ke bare me full information le sakte hai. Ab ap backlink kya hai iske bare me jan gaye hai to ab ham post me aage badhte hai or jante hai ki backlinks hamari website ke liye kitne jaruri hai or backlinks ke kya kya benefits hai. Backlinks kisi website ko rank karane ke liye bohot important role nibhate hai backlink ki madad se ham apni website ko search engine me fast rank kara sakte hai or apni website me achhi traffic pa sakte hai, kyonki hamari website me ki rank jitna jada rahegi hamari website me utni hi jada search traffic aayegi. Ek question hamesha bloggers ke man me aata hai jo ki aj me ya

Gallery vault app ko calculator me hide kaise kare

Image
Gallery vault app ko calculator me hide kaise kare Hello friends aj is post me gallery vault app ko calculator me hide kaise karte hai iske bare me bata raha hu. Gallery vault app ke bare me to ap sabhi jante honge yadi nahi jante to don't worry me bata deta hu gallery vault app ka use ham apne mobile ke videos or photos ko hide karne ke liye karte hai, ya fir simple rup me kaha jaye to gallery vault app me ham apne personal videos or image ko hide kar sakte hai. Gallery vault app use kaise kare iske liye mene " photos or vidoes ko hide kaise kare " iske liye post pehle hi likh chuka hu ap is link par click Karke post read kar sakte hai or apne personal videos or photos ko hide kar sakte hai. Gallery vault ka use karke ham apne videos or photos ko hide to kar dete hai par aj kal sabhi logo ko iske bare me pata chal gaya hai is liye hamare karibi dost hamse password le lete hai or apne personal data ko dekh sakte hai par me yadi apko kahu ki ap gallery vau

PHP website kaise banaye, create php website

Image
PHP website kaise banaye, create php website Hello friends aj is post me php website kaise banate hai iske bare me bata raha hu. Php ek web development programing language hai or php ka use badi badi website create karne me kiya jata hai yadi ap php ke bare full info lena chahte hai to " PHP kya hai, php ka kya use hota hai " is post ko read kare is post me php ke bare me details me bataya gaya hai. Php website banane ke liye sabse pehle hame php programming language me likhi hui script ki jarurat hoti hai, php website script ya to ap khud bhi bana sakte hai ya kisi or se banba sakte hai ya fir ap chahe to script ko buy bhi kar sakte hai. Php language ke syntax aasan hote hai is liye ap ise aasani se sikh sakte hai or uske bad apne liye ek script taiyar kar sakte hai or fir apni pasand ki website develop kar sakte hai or me apko suggest karunga yadi ap koi badi or long term site create karna chahte hai to apko php ka knowledge hona bohot jaruri hai taki ap ap